Hadees: Mehnat ki Kamayi ki Ahmiyat
Miqdam (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Kisi Insan ne Uss Shakhs se Behtar Rozi nahi Khayee Jo Khud Apne Haathon se Kamakar Khata hai, Allah ke Nabi Dawood (Alaihay Salam) bhi Apne Haatho se Kaam karke Rozi khaya karte they.”
📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 2072
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.