✦ Hadees: Sabse Acche Musalman ki pehchan
Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,
Kuch Sahaba ne poocha
ya RasoolAllah (ﷺ) ! koun sa Islam afzal hai?
(Yaani sabse acha Musalman koun hai)
Tou Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Woh Musalman Jis ke Zubaan aur Haath se
Dusre Musalman Mehfuz ho.”
📕 Sahih Bukhari: 11
✦ हिंदी हदिस : सबसे अच्छे मुसलमान की पेहचान
अबू मूसा (र.अ) से रिवायत है के, कुछ सहाबा ने पूछा,
या रसूल अल्लाह ﷺ ! कौन सा इस्लाम अफज़ल है
(यानि सबसे अच्छा मुसलमान कौन है)
तो नबी-ऐ-करीम ﷺ ने फ़रमाया:
“वो मुसलमान जिसके जुबान और हाथ से दुसरे मुसलमान महफूज़ हो”
📕 सहीह अल बुखारी, 11
✦ Hadith : Who is very good Muslim?
Narrated by Abu Musa (R.A),
Some people asked Allah’s Messenger (ﷺ),
“Whose Islam is the best? i.e. (Who is a very good Muslim)?”
Prophet (ﷺ) replied,
“One who avoids harming the Muslims with his tongue and hands.”
📕 Sahih Bukhari: 11
Related Posts:
- Islamic Quiz 297 : Jab koi Musalman Ek… Jab koi Musalman Ek Neki karta hai toh usko maximum kitni Neki ka Sawab milta hai ? | Options Are: A. 7, B. 70, C. 700, D. 7000
- Islamic Quiz 205 : Saari Makhlooq mein sab… Saari Makhlooq mein sab se Boore Log Koun hai? | Options Are: A. Zaani, B. Bakheel, C. Qabro Par Masjid Banane Wale
- ۞ Hadees: Buzurg Musalman ki Izzat karna… ۞ Hadees: Hazrat Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah )SallAllahu Alaihi wasallam) ne farmaya: “Allah Subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki Safaid baalo wale Musalman (yaani Buzurg) ki Izzat ki jaye aur Quran…
- Musalmano ke Gharo me Sabse Accha aur Bura Ghar Musalmano Ke Gharo me Sabse Accha aur Bura Ghar Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke – “Musalmano ke Gharo me Sab se Behtareen Ghar wo hai Jisme koi Yateem Rehta hai aur Uss ke Saath Behtareen Salooq kiya Jaata ho.Aur…
- Islamic Quiz 232 : Qurbani Koun kar sakta hai? Qurbani Koun kar sakta hai? | Options are: A. Zakat dene wala, B. Ikhtiyar rakhne wala, C. Maaldar
- Musalman Wo Hai Jis ke Haath aur Zubaan se… Musalman ke Haath aur Zubaan se Mehfooz Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Haath se Dusre Musalman Mahfooz Rahe.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 6484 » Wajahat: Aaj kitney Musalmaan hai jo…
- Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua… Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui…
- ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? Aaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun’ne Ko Milti Hai ke “Islam Khatrey me Hai ,..” Subhan’Allah !!! … *Yaad Rakhey Jo Log Ye Kehte Hai Ke Islam Khatrey Me…
- Islamic Quiz 240 : Jab Allah kisi ko… Jab Allah kisi ko Mushkilo me daal dey tou Usey koun Nijaat dilane par Qadir hai ? | Options are: A. Farishtey, B. Ambiya (Alaihi Salam), C. Allah ke Wali, D. Sirf Allah
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.