✦ Hadees: Sabse Acche Musalman ki pehchan
Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,
Kuch Sahaba ne poocha
ya RasoolAllah (ﷺ) ! koun sa Islam afzal hai?
(Yaani sabse acha Musalman koun hai)
Tou Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Woh Musalman Jis ke Zubaan aur Haath se
Dusre Musalman Mehfuz ho.”
📕 Sahih Bukhari: 11
✦ हिंदी हदिस : सबसे अच्छे मुसलमान की पेहचान
अबू मूसा (र.अ) से रिवायत है के, कुछ सहाबा ने पूछा,
या रसूल अल्लाह ﷺ ! कौन सा इस्लाम अफज़ल है
(यानि सबसे अच्छा मुसलमान कौन है)
तो नबी-ऐ-करीम ﷺ ने फ़रमाया:
“वो मुसलमान जिसके जुबान और हाथ से दुसरे मुसलमान महफूज़ हो”
📕 सहीह अल बुखारी, 11
✦ Hadith : Who is very good Muslim?
Narrated by Abu Musa (R.A),
Some people asked Allah’s Messenger (ﷺ),
“Whose Islam is the best? i.e. (Who is a very good Muslim)?”
Prophet (ﷺ) replied,
“One who avoids harming the Muslims with his tongue and hands.”
📕 Sahih Bukhari: 11
Related Posts:
- Islamic Quiz 240 : Jab Allah kisi ko… Jab Allah kisi ko Mushkilo me daal dey tou Usey koun Nijaat dilane par Qadir hai ? | Options are: A. Farishtey, B. Ambiya (Alaihi Salam), C. Allah ke Wali, D. Sirf Allah
- Islamic Quiz 271 : Ek Musalman Dusre… Ek Musalman Dusre Musalman se zyada se zyada kitne din tak Naraz rah sakta hai ? Options Are: A. 3 Din, B. 7 Din, C. 40 Din, D. 70 Din
- Islamic Quiz 305 : Jahannum me sabse jyada… Jahannum me sabse jyada koun jayenge?
- Musalman Wo Hai Jis ke Haath aur Zubaan se… Musalman ke Haath aur Zubaan se Mehfooz Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Haath se Dusre Musalman Mahfooz Rahe.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 6484 » Wajahat: Aaj kitney Musalmaan hai jo…
- Islamic Quiz 232 : Qurbani Koun kar sakta hai? Qurbani Koun kar sakta hai? | Options are: A. Zakat dene wala, B. Ikhtiyar rakhne wala, C. Maaldar
- Hadees: Har Accha kaam Sadqah hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Har Accha kaam Sadqah hai.” 📚 Sahih Muslim; Hadees: 1005 Ek aur Riwayat me Aap (ﷺ) ne faramaya: “Har Neki Sadqa Hai !Tum Apne Musalman Bhai se Pyar se…
- Apne Walidain ke sath accha sulook karo … Apne Walidain ke sath accha sulook karotumhari Aulad bhi accha sooluk karegi ۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: ‟Apne Walidain ke sath accha sulook karna, tumhari aulaad bhi tumhare sath accha sulook karengi.…
- Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah Taala ne Har cheez ke saath accha tareeqa ikhteyaar karnaZaroori qaraar diya hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees 1955 (5055)
- Budhapa Musalman ka Noor hai ✦ Hadees: Budhapa Musalman ka Noor Hai Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne “Safaid Baalo ko Nikaalney se Manaa farmaya hai,Aur farmaya “Ye Budhapa Musalman ka Noor hai.” [ Tirmizi; Hadees. 2821 ]
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.
Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!