Lalach aur Buzdili Insan ki sabse buri aadatein hai

Lalach aur Buzdili Insan ki sabse buri aadatein hai

Lalach aur Buzdili Insan ki sabse buri aadatein hai

Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

‟Insan me paayi jaani waali sabse buri aadatein; intehayi darje ka lalach aur buzdili hai.

📕 Abu Dawood, Hadees 2511

Leave a Comment