Roza kholne ki Dua | Roza Iftari ki Dua
रोज़ा खोलने की दुआ - हिंदी तर्जुमा
✦ Roza Iftari ki Dua ✦
Iftar Bismillah keh kar shuru kare, aur Iftari ke baad ye Dua padhe
ذَهَـبَ الظَّمَـأُ، وَابْتَلَّـتِ العُـروق، وَثَبَـتَ الأجْـرُ إِنْ شـاءَ الله
❝ Zahabaz-zama’u wabtallatil uruqu wa sabatal-ajru in-sha-Allah ❞
Pyaas khatm hui, rage tarr ho gayi aur Roze ka Sawab in sha Allah pakka ho gaya.
प्यास ख़त्म हुई, रगे तर हो गयी और रोज़े का सवाब इंशाअल्लाह पक्का हो गया।
✦ Iftaar karwaane waale ke liye dua ✦
“Aftara Indakumus-Saimun, Wa Akala Taamakumul-Abrar, Wa Sallat Alaikumul- Malaikah”
Rozedar tumharey yahan iftar karey, nek log tumhara khana khaye aur farishtey tumharey liye dua karey
✦ Rozedaar ki dua jab khana hazir ho aur wo roza na khole ✦
۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaya:
“jab tum mein se kisi shaks ko khaane ki da’wat di jaaye to usey Qabool kare, agar usne rozah rakhkha ho to du’aa kar de agar roze se na ho to kha ley.”
koi Rozedar ko Gaali de to usey Jawab me kahe: ❝ Innee saa’imun, rinnee saarhnun.❞ Main roze se hoon, main roze se boon.
📕 Sahih Bukhari 1894