♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya Tou
Usey Chahiye Ki Apna Roza Puraa Karey
– Kyonki Usey Allah Ne Khilaya Aur Pilaya Hai.”
– (Sahi Bukhari, Vol 3, Hadith no.1933)
Islamic Quiz 302 : Agar koi khane ke shuru… Agar koi khane ke shuru mein Bismillah kahna bhul jaye toh usko beech mein yaad aane par kya padhna chahiye ? | A). Bismillah wa ala barakatillah, B). Bismillah fi Awwalihi wa Aakhirihi , C). Aawuzubillahi Min As-shaitan Ar-rajim ,…
Hadees: Jab tum me se kisi ka luqma gir… Hadith: 17-April: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf kar ke kha le, shaitan ke liye naa chhode. 📕 Sahih Muslim 2034 In-book…
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
♫ Qurbani ke kuch Aham Ahqam aur Masail ♫ Ek Azeem Waqia - Hum Qurbani kiyon karte hai ? ♫ Qurbani kis par wajib hai ? ♫ Qurbani ke kuch Aham aur Maqsoos Ahkam aur Masail ۞ Related Post: Qurbani Kya Hai ? Qurbani ki iste’tat (capacity) Naa rakhne…
Islamic Quiz 332 : RasoolAllah (ﷺ) ne… Islamic Quiz 332 : RasoolAllah (ﷺ) ne kiske liye ye kaha tha ki Main jannat mein unka Ghar ya Mahal dekha aur phir farmaya ki maine andar jana chaha magar unki Gairat ka khayal Aa gaya (isliye nahi gaya) ?
Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul… Log Haraam ki Tameez karna bhul jayenge Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logo par ek Aisa Zamana aayega ki insan koi parwah nahi karega ke jo usne haasil kiya hai wo Halaal se hai ya Haraam se." 📕…
Goongi ho Gai aaj kuch Zubaan kehte kehte:… Goongi ho gai aaj kuch Zuban kehte kehte, Hichkicha gaya me khud ko Musalman kehte kehte. Ye baat nahi ke Mujhko Rab par yaqeen nahi, Bas darr gaya khud ko Sahib-e-Emaan kehte kehte. Tofeeq na hui mujhe ek waqt ki Namaz ki, Aur chup ho gaya…