Rehmat ke Farihste dakhil nahi hote jaha Ghunghroo Ya Ghanti ho
Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Ghanti Shaitan ka Baaja hai.”
Ek aur riwayat me Biwi Hazrate Umme Salamah (R.A) riwayat karti hai ke: Maine Rasool’Allah (ﷺ) ko ye farmate huye suna ki, “Farishte (Rehmat ke) Un Gharon me nahi daakhil hote Jinme Ghunghroo ya Ghanti ho, aur farishtey (Rehmat ke) Un Kaafilon ke saath nahi jaate jinme Ghanti ho”
Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta: Hadees Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Tumhara Rab bahuth Ba'haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai tou Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai." 📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 1488-Sahih WAJAHAT: Iss Aahadees me Haya se murad Allah Apne bando ki koi bhi fariyad (Dua) zaya nahi karta, jiske talluk se ek aur riwayat me aata hai ke - Hadees: Allah…
Jiske Dil me Jarrey Barabar bhi Guroor Hoga Wo… Allah khubsurat hai aur khubsurti ko pasand karta hai Hadees: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya Ke,"Jis Aadmi ke Dil me Jarrey Barabar bhi Guroor Hoga Wo Jannat me nahi Jayega!". Ek Aadmi ne Kaha 'Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! "Hum me Har Aadmi yah Chahta hai ki, Uska Libaas Accha ho, Jutaa Accha ho tou kya yah Ghuroor hai ?" Aap (ﷺ) ne farmaya "Allah Ta'ala Khubsurat hai aur Khubsurti ko Pasand karta hai,"Guroor…
Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke… Wo Shakhs Jhoota Nahi jo Sulah ke liye Jhuth bole RasoolAllah(ﷺ) ne farmaya: "Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon ke Darmiyaan Sulah karwaane ke liye Jhoot boley." 📕 Abu Dawood 4920 (Sahih) Sabaq: Logon ke darmiayan Sulah karwaneki niyat se bola gaya jhuth muaf hai.
Kin Logo ki Gawaahi Jayaz Nahi ? Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Kisi Khayanat Karne Waale Mard aur Aurat, Zina Karne Waale Mard aur aurat, Ya Apne Bhai ke Bare me Dushmani aur Qina Rakhne Waale ki Gawaahi Ja'iz Nahi." - (Sunan Abu Dawood, Hadees: 3601) हदीस ﷺ : रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "किसी खयानत करने वाले मर्द और औरत, जीना करने वाले मर्द और औरत, या अपने भाई के बारे में दुश्मनी और किना रखने वाले की गवाही जायज नहीं" - (सुनन अबू दावुद,…
Jo Shakhs Kamaata nahi aur logon se Maangta phirta… Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Jo Shakhs (logon se) maangne ka Darwaaza kholta hai, (Kamaata nahi hai aur logon se Maangta phirta hai) tou Allah Ta'ala us par Tangi (Financial Crisis) ka Darwaaza khol deta hai." 📕 Tirmizi, Hadees: 2325
Jo mere Hidayat ki pairvi karega Wo Kabhi Gumrah nahi hoga Jo mere Hidayat ki pairvi karega Wo Kabhi Gumrah nahi hoga Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me farmata hai: “Jo mere Hidayat ki pairvi karega Wo Kabhi Gumrah nahi hoga.“ 📕 Al Quran; Surah Taha; 20:123 Allah Ta'ala hume Amal ki Taufik Dey,.aur har kism ki Gumrahi se bachaye,.. Ameen
Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle ijajat ۞ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‟Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle 3 martaba ijazat maang lo, agar ijaazat mil jaye tou thik hai, warna wapas laut jao 📕 Muslim, Hadees : 5753
Haq par hote hue Jhagda chor do Haq par hote hue Jhagda chor do Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Main Us Shakhs Ke Liye Jannat Mein Ek Mahel Ka Zimmedar Hun Jo Haq Par Hote Hue Zagda Chhod De.” 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees 4800 (Sahih)
Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi… Gaali Galoch karna kaisa? Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya: “Allah Ta’ala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta.” 📕 Al Adab al Mufrad, Hadees 310
Ghar me dakhil hone ki dua "Bismil-lahi walajna, wabismil-lahi kharajna, waAAala rabbina tawakkalna." ( Allah ke naam ke saath hum dakhil yuye aur Allah ke naam ke saath hi hum baahar nikle aur hum ne apne parwardigaar Allah hi par bharosa kiya. ) 📕 Abu Dawud:4/325, Hadith: 5095 ۞ Hadees: Ek dusri hadees mein hai ke: "Jab Aadmi apne ghar mein daakhil hone aur khaana khane ke waqt Allah ko yaad karta hai tou shaitan (apne chelon se) kahta hai ke us ghar men tumhaare liye…
Allah ki Rehmat Allah ke Gusse se badhkar hai Allah ki Rehmat Allah ke Gusse se badhkar hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Jab Allah Ta'ala ne Makhlooq ko Paida kiya tou Arsh ke Upar Apne Paas apni Kitab me likh Diya ki Meri Rehmat mere Gusse par Galib hai.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees : 3194
Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke,Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti,1) Kanjusi, 2) Burey Akhlaaq." 📕 Tirmizi, Hadees 1962
Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Hadees: Abu Talha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Farishte us Ghar me dakhil nahi hote jaha Kutta aur (Jandar ki) tasweer ho." 📕 Sahih al-Bukhari 5949 & 3322📕 Sahih Muslim 2106 a📕 Sunan an-Nasa'i 4276 & 4282 WAJAHAT: Jis ghar me Kutta (Dog) ya kisi jaandaar ki tasveer ho waha Rehmat ke Farishte dakhil nahi hote, isliye inhe Ghar ke andar rakhna munasib nahi. Agarche…
Beparda Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi hoti jab… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Beparda Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi hoti RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke, "Allah Ta'ala tab taq unn Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi karta, jab taq wo Hijab (parda) ekhtiyar na kar le." 📕 Abu Dawood, Hadees 641