♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Allama Sufi (Rehmatullah Alayh) Farmate Hai –
“Rajjab ‘Beech Boney’, Shabaan ‘Kapashi Ka’ Aur Ramzan ‘Fasal Katnay Ka’ Mahina Hai. Isliye Jo Rajjab Me Ibadat Ka Beej (Seeds) Nahi Dalta, Shabaan Me Aansuo Se Seraab Nahi Karta Tou Woh Ramzan Me Fasale-e-Rehmat Kaise Katega?.
Rajjab Jism Ko, Shabaan Dil Ko Aur Ramzan Rooh Ko Paak Karta Hai”.
– (Nizla Tul Majalis J1 P155)
Home / Maah-e-Ramzan / Ramzan Rooh Ko Paak Karta Hai
Related Posts:
- Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, *Taqdeer Ke Saaye Me Aaraam Karo, *Sabr Ko Apna Takiya Banalo, *Taqdeer Ki Muafiqat Ko Apne Gale Ka Haikal (Locket) Banalo! *Mote-Mote Kapde Pahen Lene Se Bujurgi Nahi Paida Hoti, *Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hain Fir Uskey Baad…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Moinuddin Chishti (Rehmatullah Alahi) Ka Behtareen Qoul hai ke: “Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega". ♥ Allahu Akbar! .. Allah…
- Ramzan Me Gareebo Ka Khayal Kare ♥ Qaul-e-Mubarak: Ramzan Me Gareebo Ka Khayal Kare ! "Jo Sakhawat(Dariyadili) Karega Wo Sardaar Hoga aur Jo Kanjusi Karega Wo Zaleel-O-Khwar Hoga." - Hazrate Imaam Hussain (RaziAllahu Anho) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Jiski Nigahain Azad Ho Uska Dil Ranjeeda ♥ Qaul-e-Mubarak: Jiski Nigahain Azad Ho Uss Ka Dil Ranjeeda Hota Hai, Jo Baar-Baar Azadaana Nigaah Karta Hai Wo Hamesha Hasrato Me Mubtila Rehta Hai. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Qabr Kya Kehti Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bin Harb (Rehmatullahi Alayhi) Farmate Hai - "Zameen Ko Uss Shakhs Per T’ajjub Hota Hai Jo Apni Khwaab-Gaah Ko Durust Karta Aur Sone Ke Liye Narm Narm Bistar Bichhata Hai, Zameen Uss Se Kehti Hai - Aye Ibne Aadam! Tu Mere Andar Taweel Arse Tak Apne Galne…
- Gunaaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 'Gunaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki Sazaa Se Najat Milti Hai, Buri Aadato Se Paak Hone Ka Faida Ye Hai Ki Jannat Aur Usme Unche Darjat Milte Hai. Mehboob (Huzoor) Ki Khushi Ke Sath Nazdiki Ka Faida Ye Hai…
- Deen Me Kisi Tarha Ka Jabr Nahi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Deen-e-Islam Me Kisi Tarha Ka Jabr(Jabardasti) Nahi. Hidayat Paaney Me Kisi Ko Barso Lag Jaatey Hai Tou Kisi Ko Ek Pal. Waqt Ka Tayyum Sirf Allah Ta'ala Hi Karta Hai. - Farmane Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu)
- Ramzan Allah-Ta'ala Ki Rehmaton Ka Khazana ♥ Ramzan-Ul-Mubarak Ka Mahina Allah Ta'ala Ki Rehmaton Ka Khazana Hain, Jitni Bhi Aasmaani Kitaabe Nazil Hui Sab Ki Sab Ramzan-Ul-Mubarak Me Nazil Hui! Tauraat, Zaboor, Injeel, Quraan-e-Kareem Ya Jo Sahife Nazil Hue! Isliye Yeh Mahina Allah Ta'ala Ki Khaas Rehmato Ka Mahina Hai! ... Uski Rehmaton Ki Inteha Dekhiye…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Insan Ki Fitrat Uss Ke Chote Chote Kamon Se Zahir Hoti .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Insan Ki Fitrat Uss Ke Chote Chote Kamon Se Zahir Hoti Hai, Qyunki Badey Kaam Wo Hamesha Soch Samaj Ke Aur Mansuba Bandi Ke Sath Hi Karta Hai." - Hazrate Imaam Hasan (RaziAllahu Anhu)
- Allah Ke Siwa Koi Mabood Nahi .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Mabood Nahi Hai Wo Posheeda Aur Zaahir Ka Jaan'ne Waala Hai, Woh Bada Meharbaan Aur Nihaayat Reham Waala Hai. Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Ibaadat Ke Laayeq Nahi, Woh Haqeeqi Baadshah Hai, Paak Hai, Salaamati Deta Hai, Aman…
- Jo Buri Jagah Jaata Hai, Wo Badnaam Hota Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ja'afar Saadiq (Rehmatulah Alaihi) Ne Hazrat Sufiyaan Souri (Rehmatulah Alaihi) Se Farmaaya - "Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtareen Adab Ki Baaten Sikhlaayin Aur Farmaaya: ∗ Aye Bete ! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hai, Salamat Nahi Rahta,.. ∗ Jo Buri Jagah Jaata Hai, Mutthim (Badnaam)…
- Jaandar ki Tasveer banana Haraam hai ✦ Hadith: Jandar ki Tasveer banane wale ke liye Azab Hazrate Saeed bin Abul Hasan (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, unho ne kaha ki Main Ibne Abbas (R.A) ke paas hajir tha tou achanak ek aadmi aaya aur kehne laga ki: 'Aye Ibne Abbas (R.A) ! "Mai Ek aisa aadmi…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Agar Rizq Aqal-O-Danish se Milta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke, "Agar Rizzaq Aqal-O-Danish se Milta Tou Jaanwar aur Bewaqoof Zinda Hii na rehte" Sabaq: Lihaja Jo Shakhs yeh Gumaan karta hai ke Usey Uski Aql ya Mehnat-Mashakkat se rizq mil raha hai tou yeh uski galatfehmi hai, kyunki ki Rizq sirf…
- Shabe Qadr me Ibadat ka Tareeka Shab e Qadr ki Raat ki Ibadat, Shab e Qadr ki Ibadat ka Tarika, Shab e Qadr ko kya karna chahiye, Lailatul Qadr Mein Kaunsi Ibadat Karna Sab Se Behtar Hai by Adv. Faiz Syed Bayan Ramzan ki Fazilat, fazail e shab e qadr hindi, fazeelat of shabe qadr, fazilate…
- Allah Apne Bando Me Kinhe Pasand Karta Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Allah Sabr Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Imran, 146) » Beshak Allah Ta'ala Insaf Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Mumtahina, 8) » Beshak Allah Ta'ala Unn Se Mohbbat Karta Hai Jo Uss Per "Tawakkala" Karte Hain. - (Al-Imran, 159)…