11th Ramzan | Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare. [Hadees: Sunan Ibn Majah 1699]

Ramadan Day 11 | Khajur se Iftar kare aur Khajur na miley tou Paani se kare

Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:”Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai.” [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]

♫ Ramzan ki Fazilat - Ahmiyat aur Masaail

♫ Ramzan ki Fazilat – Ahmiyat aur Masaail

Ramzan ki Fazilat – Ahmiyat aur Masaail

Free Download Audio Bayan of Ramzan Ki Fazilat, Ahmiyat aur Masaail, Shabe Qadr ki Hakikat aur Fazail by Adv Faiz Sayed.

♪ Ramzan ki Fazilat – Part (I)

♪ Ramzan ki Fazilat – Part (II)

♪ Ramzan Ki Fazilat – Part (III)

♪ Shabe Qadr – (Ramzan Ki Fazilat) – Part (IV)

♪ Roze Chodney Se Bachey – (Ramzan Ki Fazilat) – Part (V)

5/5 - (1 vote)

Hadees: Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa Ramzan ka Roza na rakha

Ramadan Quotes: 14 – Ramzan

✦ Roman Urdu Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

“Agar Kisi ne Allah ki di huyee Rukhsat ke Alawa Ramzan ka Roza na rakha (ya tod diya) tou Saari Umar ke Rozey bhi iski kami ko puraa na kar sakegey.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 2396


✦ हिंदी हदीस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

“अगर किसी ने अल्लाह की दी हुई रुख्सत के अलावा रमजान का रोज़ा न रखे (या तोड़ दिया) तो सारी उम्र के रोज़े भी इसकी कमी को पूरा न कर सकेगी।”

📕 सुनन अबू दावूद ६२४


✦ English Hadith: Abu Huraira (R.A.) narrated that the Messenger of Allah (ﷺ) said:

“If anyone breaks his fast one day in Ramadan without a concession granted to him by Allah, a perpetual fast will not atone for it.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadith 2390

Rate this post

Achche Akhlaaq Ki Fazilat

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey …

Read More