۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Table of Contents
“Rabbana atina fid-dunya
hasanatan wa fil ‘akhirati
hasanatan waqina ‘adhaban-nar”
Tarjuma:
Aur baaz bandey aise hai ki jo Dua karte hai ki:
“Aye mere palney wale! mujhe duniya me neymate dey aur Aakhirat me sawab dey aur dojakh ki aag se bacha“[2:201]
Fazilat:
Iski agli Aayat me Allah Rabbul Izzat ne aesi Dua karne walo ke talluk se farmaya
“Yahi wo log hai jinke liye apni kamayi ka hissa chain hai” [2:202]
Sabaq:
Lihaja jo Duniya aur Aakhirat ki kamiyabi talab karte hai, wo qasrat se apne Rab se yeh Dua karte hai:
“Rabbana atina fid-dunya hasanatan wa fil ‘akhirati hasanatan waqina ‘adhaban-nar”
Ameen ! Allahumm Ameen !!! ,…
To be Continue ,..
Sahi aur galat