Hadees: Haq baat na manna aur logon ko… Hadith: 5-May: Ibne Masood (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Haq baat na manna aur logon ko haqeer samjhna Takabbur(ego) hai. -Muslim 275
Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho Mafhoom-e-Hadees Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho Hazarte Malik bin Deenar ne apne Daamaad Mughera bin Shoba se farmaya: Aye Mughera! "Jis Bhai Ya Saathi ki Dosti tumhe Deeni Fayda na pohanchey Tum Uski Dosti se…
Kisi Muslman ko Kafir na kaho warna kehne… Kisi Muslman ko Kafir na kaho warna Hadees: Ibn Umar (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Jo Shakhs apney (Musalman) bhai ko Kafir keh kar pukare tou dono me se Ek par Kufr aa Jayega, Agar wo…
Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ ‟ Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou do warna bhali baat kaho). ‟ मांगने वाले को झिड़का न करो (अगर हो तो दे दो वरना भली बात कहो)। ‟ मांगण्याराला हाकळवु नका (होत असेल…
Duniya me is tarah raho, jaise koi ajnabi… Duniya me is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi Hadees: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Duniya me is tarah raho jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya is tarah zindagi guzaaro jaise koi…
Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari… Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein Paakdaman rahengi ۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein bhi Paak Daaman rahengi." 📕 Mustadrak, Hadees 7258
Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko… Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat Iman Walon ko fayda deti hai.” 📕 Al-Quran, 51:55
Baat Baat par Laanat aur Baddua Karne se Bacho ... Baat Baat par Laanat aur Baddua karne se Bacho Rasool'Allah(ﷺ) ne farmaya "Momin Naa tou Taana dene Wala Hota hai, Naa Lanat karne wala, Naa Fahash Bakne wala Behooda hota hai." 📕 Sunan Al Tirmizi; Hadees :1977 Sahih ۞ Hadees:…
Har acchi baat sikhana aur har buri baat… Hadees: Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) ke paas aaye aur arz kiya: "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! maal wale sara sawab kama kar le gaye! isliye ki wo Namaz padhte hai jaisa…