Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho

Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho

Mafhoom-e-Hadees

Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho

Hazarte Malik bin Deenar ne apne Daamaad
Mughera bin Shoba se farmaya: Aye Mughera!

“Jis Bhai Ya Saathi ki Dosti tumhe Deeni Fayda na pohanchey
Tum Uski Dosti se bacho taa ke Tum Mehfooz-wa-Salamat raho.”

📕 Hilya-Tul-Auliya, Hadees-8555, Jild-6, Page-267

Leave a Comment