Kisi ke Aib ki talash me mat raho Kisi ke Aib ki talash me mat raho Allah Rabbul Izzat Quran me farmata hai: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aye Imanwalo! Kisi ke Aib ki talash me mat raho." 📕 Surah Al-Hujurat 49:12
Hadees: Bhali baat sikhana behtar hai… Hadith: 22-March: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟ Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai buri baat sikhane se. 📕 Shoaib Ul Iman 4993
Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ ‟ Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou do warna bhali baat kaho). ‟ मांगने वाले को झिड़का न करो (अगर हो तो दे दो वरना भली बात कहो)। ‟ मांगण्याराला हाकळवु नका (होत असेल…
Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me… Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro." 📕 Surah Ahzab, 33:33
Bulandi par chadte waqt Allahu Akbar kaho… ۞ Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ki ❝ Jab hum (kisi Bulandi par) chadhte tou "Allahu Akbar" kahte aur jab (neeche ki taraf) utarte to "SubhanAllah" kahte.❞ 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 2993
Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho Hadees: Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke,Nabi (ﷺ) farmate hai, "Aapas me Ek Doosre se Bugz-o-Dushmani na rakho aur na hi Ek Doosre se Hasad karo aur na ek doosre…
Islamic Quiz 219 : Apne Ghar ki Behayai… Apne Ghar ki Behayai par khamosh rehne wale mard ko kya kehte hai? | Options Are: A. Dayyus, B. Mutakabbir, C. Maghroor, D. Mu'azziz
Zamane ko Bura Na Kaho, Zamana Allah Hai ✦ Hadees: Zamana Allah hai. Bohot Saare log Kehte Hain ke Bura Zamaana Agaya hai , Jabki har Zamana toh Allah hi ka Zamana hai. Tou kya Zamane ko bura kehna durust hai ? Aayein Qurano Sunnat ki Roshni se…