Do Padosiyo me se kiska pehla Haq ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki mainey pucha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?" Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Jiska Darwaza…
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya… Logon ko Deen sikhaao aur Aasania paida karo Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 2136
Jo Shakhs Kamaata nahi aur logon se… Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Jo Shakhs (logon se) maangne ka Darwaaza kholta hai, (Kamaata nahi hai aur logon se Maangta phirta hai) tou Allah Ta'ala us par Tangi (Financial Crisis) ka Darwaaza khol deta hai." 📕 Tirmizi, Hadees:…
Wo Baat Sun'ne wale ke paas Amanat hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Jab Aadmi koi baat batatey waqt idhar udhar dekhe, tou wo baat Sun'ne wale ke paas (Raaz aur) Amanat hai" - (Abu Dawood,…
Haq par hote hue Jhagda chor do Haq par hote hue Jhagda chor do Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Main Us Shakhs Ke Liye Jannat Mein Ek Mahel Ka Zimmedar Hun Jo Haq Par Hote Hue Zagda Chhod De.” 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees 4800…
Padosi ka haq Hadees: Jab Tum Salan Pakao… Jab Tum Shorba (Salan) Pakao Tou Padosiyon ko bhi do ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : "Jab tum Shorba (Salan) Pakao tou usme paani jyada rakho aur padosiyon ko bhi yaad karo (diya karo)." 📕 Sahih Muslim,…
Takabbur aur Dikhawe Wale Aamal se Bacha karo ۞ Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se marwi hain, Unohne Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Arz kiya "Mujhe Wasiyat Farmayiye"! *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : "Pakeeza Hunar Ikhtiyar kar, Nek Amal kar, Allah Ta'ala se Har Din ki…
Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala…
Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka… ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki…
0 thoughts on “Hadees: Haq baat na manna aur logon ko haqeer samjhna takabbur(ego) hai”
jazak allah… khair…..