♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Namaz Khadi Ho Jaye Tou Doudte (Bhagtey) Huwe Na Aao ,..
Balke (Darmiyaani Chaal) Chalte Huwe Sukoon Ke Saath Aao,..
Jo Mil Jaye Parh Lo Joh Reh Jaye (Baad Me Uth Kar) Puri Karlo…”
– (Tirmazi, Jild: 1, Page: 223)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Namaz Khadi Ho Jaye Tou Doudte Huwe Na Aao
Related Posts:
- Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Se Mana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya, Hatta Ke Suraj Achi Terha Zahir Ho Jaye , Aur Namaz Asr Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya. Hatta Ke Suraj Achi Terha Gayab Ho Jaye.. - (Bukhari, Mawaqiat Salaat,…
- Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa'id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye.." - (Sahih Bukhari, Vol 1,…
- Namaz Me Apni Nazrein Aasman Ki Taraf Na Uthaye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Logo Ko Kya Hua Hai Jo Namaz Me Apni Nazrein Aasman Ki Taraf Uthatey Hain?,.." Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Iss Baat Se Nihayat Sakhti Se Roka, Yahan Tak Ki Aap (Sallallahu…
- Uska Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Shakhs Namaz Ki Wajah Se Jab Tak Kahi Par Ruka Rahega Uska Ye Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga Aur Farishte Uske Liye Dua Karte Rahenge Ki - Aye ALLAH! Iski Magfirat…
- Log Jumme(Jume Ki Namaz) Chorne se Baaz Ajayein ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn-e-Umar (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hain, Hum Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Minbar Ki Seerhio Par Farmate Huwe Suna - "Log Jumme Chorne Se Baaz Aajayein, Warna Allah Inke Dilo Par Mohar Laga Dega Aur Phir Woh Ghafileen Me Se Ho Jayenge.."…
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Imam Ki Ahmiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata Hai Ki Uss Ki Pairvi Ki Jaye, Lihaza Uss Se Ikhtelaaf Na Karo. Jab Woh Takbir Kahe Tou Tum Takbir Kaho, Aur Jab Woh Ruku Kare Tou Tum Bhi Raku Karo Aur Jab Woh 'Sami…
- Walida Ki Farmabardari Ka Silaah .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrat Bayzid Bustami (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, "Mujhe Jitne Maratib(Martaba) Hasil Huwe Hain, Wo Sab Meri Walida Ki Farmabardari Se Haasil Huwe Hain". - (Tazkiratul Aulia)
- Ladki Ki Nikah Ke Liye Razamandi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira Wa Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Kuwaari Ladki Ka Nikah Na Kiya Jaye Jab Tak Uski Razamandi Na Hasil Kar Li Jaye Aur Uska Chup Rehna Uski Razamandi Hai, - Aur Na Nikah Kara…
- Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna - "Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.…
- Hadees: Kanjoosi aur fuzool kharchi se bachte huwe kharch… Hadith: 17-March: Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Kanjoosi aur fuzool kharchi se bachte huwe kharch karna aadhi kamaai hai. 📕 Shoaib Ul Iman 6568
- Reham Uss Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Parhta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karey Allah Uss Shakhs Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Parhta Hai, Aur Apni Biwi Ko Namaz Ke Liye Jagata Hai". - (Abu Dawood) ♥ In'sha'Allah-Ul-Azeez !!! Allah Rabbul Izzat Hume Amal ki Taufik Dey ,..
- Bejamati Par Shaitan Musallat Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Teen Aadmee Kisi Basti Ya Jangal Me Ho Aur Phir Bhi Wo Jamaat Se Namaz Na Parhe Tou Unn Par Shaitan Musallat Ho Jata Hai, Isliye Tum Jamaat Ko Laazim Kar Lo Kyunki…
- Apni Aulaad Ko Namaz (Parney) Ka Hukum Do .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Apni Aulaad (Sons & Daughters) Ko Namaz (Parney) Ka Hukm Do, Jab Ke Wo 7 Saal Ke Ho Jayein, Aur Jab Wo 10 Saal Ke Ho Jaayein Tou (Namaz Chhorney Par) Unn Ki Pitaai Karo Aur Unkey Bistar Bhi Alag…
- Baith kar Namaz ada karne se sawab me kami ki jati hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se kaha ki (Aapne farmaya tha) "Baith kar Namaz padhna aadhi Namaz ke barabar hai aur Aap baith kar namaz padh rahe hain" tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, "Haan! ye sach hai…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jiski Namaz-e-Asar Qaza Ho Gayee (Yaani Nahi Padi Uski Misaal Aisi Hai Ke) Uska Ghar Aur Maal Sab Loot Gaya..” - (Sahih Bukhari, Namaz Ke Waqton Ka Bayan: 553)
- Qabro Ko Masjide Na Banana ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Jundub Bin Abdulullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Irshad Farmatey Huwe Suna Ki: “Tum Me Se Pahle Ke Log Apne Nabiyo Aur Waliyo Ki Qabaro Ko Masjidein Bana Letey They, Khabardar! Tum Qabro Ko Masjide Na Banana, Mai Tumhe Iss…
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Namaz-e-ba'jamaat Ka Ajar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzur-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Agar Ye Namaz-e-Ba'jamaat Se Peeche Reh Jaane Wala Jaanta Ki Iss Reh Jaane Wale Ke Liye Kya Hai, Tou Ghisat'te Huye Haazir Hota.." - (Tabraani)
- 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz…
- Namaze Nabawi in Hindi Pdf free Download Full Namaz in Hindi PDF Download, Namaz ki surah in hindi pdf, Namaz in hindi translation pdf, Complete Namaz in hindi pdf, Free Download Namaz ka tarika in hindi Pdf, Shab e Qadr ki Namaz ka tarika in hindi pdf free download, Shab e Barat ki Namaz ka tarika in…
- Sharmindagi Taubah Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Sharmindagi Taubah Hai" - (Sunan Ibne Majah, Abwaab Al Zuhd, Baab Zikr Fee Tooba, Jild: 4, Page: 492, Hadith:4252) • Wajahat: Hadees Me Bataya Gaya Hai Ke Gunaaho Se Nadamat Hona…
- Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij)…
- Namaz ki Ahmiyat aur Fazilat by Adv Faiz Sayed Namaz kya hai ?, Namaz ke Fayde kya hai ?, What is Namaz ?, how to perform Salah for beginners, learn namaz, how to pray in islam for beginners, what is salah, 5 prayers of islam in english, how to pray in islam step by step, importance of namaz in…