Hadees: Nadamat Me Gunaah Muaf Farma Diye Jate Hai

Nadamat me Gunaah Muaf farma Diye jate hai

Hadees of the Day

Nadamat me Gunaah Muaf farma Diye jate hai

Abdullah Bin Salaam (R.A) Se Mairwi hai ki,
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya –

“Jab Koi Banda Allah Ta’ala ke Hazoor Taubah Karta hai aur Apne Gunaah par Nadamat Mehsoos karta hai tou Uskey Nadeem hone se pehle hee uske Tamaam Gunaah muaf farma diye jate hain.”

📕 Nuzhat-Ul-Majalis, V2:228

5/5 - (4 votes)
Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai

Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai

Hadees of the Day

Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai

۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Sadqe ne maal me kabhi koi kami nahi ki aur Muaf Karne se Allah Subhanahu Bande ko Izzat hi me badhata hai aur jo shakhs sirf Allah Subhanahu ki khatir Aajizi ikhtiyar karta hai to Allah Subhanahu uska Maqam buland Kar deta hai.”

📕 Sahih Muslim, Jild 6, 6592

Read More

5/5 - (6 votes)
Hadees: Allah ke Nazdeek Izzat wala banda wo hai jo badla lene ki Quwwat ke bawajud Muaf kar de

Hadees: Allah ke Nazdeek Izzat wala banda

Hadees of the Day

Allah ke Nazdeek Izzat wala banda

Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Hazrat Musaa (Alaihi Salam) ne Allah Taala se daryaft kiya ke Aap ke nazdik sabse jyada Izzat wala banda koun hai?

Allah Taala ne farmaya ke:
“Jo badla lene ki Quwwat ke bawajud bhi muaf kar de.”

📕 Sho’abul Iman 8327

5/5 - (10 votes)
Shab-e-Qadr ki Dua

Shab-e-Qadr ki Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ” Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa Fa’fu ‘Anni. “ (Aye Allah tu muaf karne …

Read More

Nazar Ki Pairwi Na Karo …..

♥ Mafhoom-e-Hadees: Jarir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Mainey Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se …

Read More

Jannati Koun ? ….

♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! …

Read More