Islamic Quiz 263 RasoolAllah ﷺ par Quran ki pehli wahee kis Umar me nazil hui? Options Are 👇 A. 33 Saal B. 40 Saal C. 45 Saal D. 47 Saal GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ 40 Saal Rabia bin Abi Abdur-Rahman (R.A) se riwayat hai ki,maine Anas bin malik (R.A) ko RasoolAllah ﷺ ki seerat bayan karte huye suna ki: "(pahli) Nuzul e wahi ke waqt Aap ﷺ ki umar 40 saal thi." 📕 Sahih Bukhari, Vol 5, Hadees 3547
Islamic Quiz 273 Nabi (ﷺ) ki Wiladat jis saal hui us Saal kounsa mashoor waqia pesh aaya? Options Are 👇 A. Aamul Feel B. Aamul Huzn C. Aamul Wufud D. Aamul Hijrah GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Aamul Feel Historical Evidence ki maane to Nabi (ﷺ) ki wiladat Isa Alahi Salam ke Dunia se uthaye jaane ke 570 saal baad yaani 570 Isvi me hui thi, yah saal ek aur wakiye ke liye mashoor hai jiska jikr Quran me Aamul Feel yaani "Hathiyo wala Saal" ke naam se aata hai. Aamul Feel kya hai, iska zikr…
Islamic Quiz 235 Youm-e-Arfa (9 Zil-Hijja) ke Roze ki fazilat kya hai? Options Are 👇 A. Umr bhar ki Magfirat B. Saal bhar ki Magfirat C. 2 Saal ki Magfirat D. Sahih Jawab Ka Intezar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ 2 Saal ki Magfirat Youm-e-Arfa (9 Zil-Hijja) ke Roza 2 Saal ke gunaaho ka kaffara hai. 2 saal se muraad pichla ek saal aur aane wala saal milakar hai. Daleel : Abu Qatada (R.A) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (ﷺ) se Youm-e-Arfa (9 Zil Hajj) ke Rozey ke baarey me poocha gaya tou Aap (ﷺ) ne farmaya:…
Download Ummat-e-Nabi Official Android App Assalamo Alaikum Wa Rehmtullhi Wa Barkatuhu ! kindly download our Ummate Nabi official Android app for huge islamic post collection in roman urdu, hindi & english. - ummat-e-nabi.com/home Team Features: › Islamic News › Islamic Quiz › Islamic Naat & Video Bayan › Daily Hadees & Quranic Verses Notification on Mobile. › Hadith Collection in Urdu & Hindi › Masail in the light of Qurano Sunnat Android App ♥ In'sha'Allah ! Upcoming Features: › Tafseer ibn Kaseer in Roman Urdu › Halal Job › Islamic Matrimonial
Islamic Quiz 163 Us Shaks ke Bare RasoolAllah (ﷺ) ne kya farmaya Jisne Apne Bhai se Ek Saal tak Qata Ta'alluqi ki (Rishta todey rakha) ho? A. Munafiq B. Islam ke Daire se Bahar Hojayega C. Uska Khoon Bahaye Jaisa hai D. Sahih Jawab Ka Intezaar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) Uska Khoon Bahaye Jaisa hai Daleel : Hazrat Abu khiraash aslami (R.A) kehte hai ki, maine Nabi Kareem (ﷺ) se suna ki - "Jisne ek saal tak apne bhai se Qata Ta'alluqi ki (Rishta todey Rakha) tou wo aise hai jaise ki usne uska khoon bahaya…
Islamic Quiz 271 Islamic Shariyat ke hisab se, Ek Musalman Dusre Musalman se zyada se zyada kitne din tak Naraz rah sakta hai ? Options Are 👇 A. 3 Din B. 7 Din C. 40 Din D. 70 Din GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ 3 Din ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrat Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Kisi Momeen ke liye ye jayez nahi ki dusrey momeen ko 3 din se ziyada chodh de (yaani naraz rahey), agar 3 din guzar jaye toh wo us sey miley aur salam karey.Agar usney salam ka…
Naye Islami Saal ki Dua Islami naye saal ki dua ✦ Hazrat Abdullah Ibn Hisham (R.A) se riwayat hai,Jab Naya Saal ya naya mahina shuru hota to RasoolAllah ﷺ ke Sahaba (R.A) ek dusre ko ye dua seekhate they: اللَّهُمَّ أَدْخِلْهُ عَلَيْنَا بِالأَمْنِ ، وَالإِيمَانِ ، وَالسَّلامَةِ ، وَالإِسْلامِ ، وَرِضْوَانٍ مِنَ الرَّحْمَنِ ، وَجَوَازٍ مِنَ الشَّيْطَانِ ✦ Allahumma Adkhilhu Alaina bil Amni wal iman, Was salamati wal islam,Wa ridwanim minar Rahman, wa Jawazim minash shaitan ✦ ✦ Ya Allah is (Naye saal ya naye mahine ko) ko hum par aman aur iman ke saath aur Salamati aur islam ke saath aur Rahman ki khushnudi…
Allah Subhanahu 60 Saal se upar wale logo ka koi bahana… ✦ Hadith: 60 Saal se jyada umar wale logo ka koi bahana Qubul nahi hoga ✦ Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Allah Subhanahu ne us insan ke liye uzar(excuse,bahana) ke silsile mein hujjat tamam kar di hai jiski maut ko usne rok kar rakha yaha tak ki wo 60 saal ki umar ko pahuch gaya." (yani kisi insan ki umar 60 ki ho gayee to phir Allah subhanahu ke waha uska koi bahana nahi chalega kyunki Allah subhanahu ne usko neki karne aur gunah se bachne ke liye 60 saal ata kar diye) - (Sahih…
Islamic Quiz 249 Quran Majid ke mutabiq in me se kounsa mahina hurmat wala hai? Options Are 👇 A. Muharram B. Rabbi Ul Awwal C. Shaban D. Ramzan GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Muharram Daleel : Quran me Majid ki Surah Tauba 9:36 me 4 Mahinon ko Hurmat wala qaraar diya hai, inme se ek “Muharram” hai. Rasoolullah ﷺ ne farmaya: "Saal baarah mahine ka hota hai, us mein chaar hurmat ke mahine hote hain, teen to ek ke baad ek Zil Qada, Zil Hijja aur Muharram aate hain aur ek Rajab jo Jumadal Aakhir aur…
Zubaan (Languages) Ka Ikhtelaaf Allah Ki Nishani .... Aaj Zubaan(Languages) Ke Naam Par Kya Kuch Fitney Nahi Hotey Ye Hum Sab hi Dekh Rahe Hai ,.. *Mulk Todey Jaate Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Falah Zubaan Bolney Wale Unchey Aur Falah Wale Niche ,.. *Riyasate Baati Jaati Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Log Ikhtelaaf Karte Hai Ek-Dusre Se Zaban Ke Naam Par .. Tou Aayiye Dekhte Hai Ke Iska Ikhtelaaf Shairyat Ne Kaise Mitaya ,. Ke Jab Islam Aalami Aman Ki Baat Karta Hai Tou Dekhiye Allah Rabbul Izzat Zubaan Ke Talluk Se Kya Farmata Hai ? ♥ Al-Quran: “Wa Min Aayaatihee Khalqus Samaawaati Wal Aardi…
♫ Kya Tamaam Auratey Jahannum me jayengi ? Baaz Aurate Aisa Sochti hai ke wo Kitne bhi Acche amal kar le fir bhi wo jahannum me hi jayegi? kya ye akida durust hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
Islamic Quiz 250 In me se kounse mahine ko “Shahrullah” yaani Allah ka mahina kaha jaha hai? Options Are 👇 A. Muharram B. Rajab C. Shaban D. Ramzan GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Muharram Daleel : RasoolAllah (ﷺ) ne Muharram ko “Shahrullah” yaani Allah ka mahina kaha hai. 📕 Sahih Muslim-1123, 📕 Sunan Abu Dawud-2429
Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama bura hota hai ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)" - (Surah Nisa(4) Aayat 11) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaye: "Aadmi 70 Saal tak (yani zindagi bhar) Neik Aaamal karta rahta hai phir Waseeyat Ke Waqt apni Waseeyat me Nainsafi kar deta hai jiski wajah se uska Khatma burey Aamal per ho jata hai aur…
Islamic Quiz 229 Allah Ta’ala ko Humaari Qurbaniyon ka kounsa hissa pahunchta hai? Options Are 👇 A. Khoon B. Gosht C. Taqwa D. Sahih Jawab ka Intezar GET ANSWER Download Reel ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Taqwa Allah Ta’ala ko Humhari Qurbaniyon se Sirf Taqwa (Parhezgaari) Pohochta hai. Daleel : ۞ Allah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai: “Allah Ta’ala ko Tumhari Qurbaniyon ka Gosht nahi pahunchta, Na un ke khoon balki usey to tumhaare dil ki parhezgaari (Taqwa) pahunchti hai.” 📕 Surah Al-Hajj; 22:37 Download Reel Coming Soon ...