♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aur Allah Aur Uskey Rasool (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ke Hukm Par Chalo
Aur Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna Ke Aisa Karogey Tou Tum Buzdil Ho Jaogey
Aur Tumhara Iqbaal Jaata Rahega Aur Sabr Se Kaam Lo.
Ke Allah Sabr Karne Walon Ka Madadgaar Hai”.
– (Surah: Al-Anfaal, Ayaat-46)
Home / Quran ki Nasihat / Momino Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna ….
Related Posts:
- Aapas me Ikhtelaf ka Anjaam - Ummate Muslima ke liye Aham… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Soban (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallaho Alaihi Wasallam) ne Farmaya, Beshaq maine Apne Rab se Sawal kiya ke: "Aye mere Rab! Meri Ummat ko Qahatsaali se halaq na karna, inpar koi Gairmuslim dushman musallat na ho jo inki markjiyat ko bilkul Nesto-Nabood Karde!" Allah…
- Hazrate Ali (R.A) se Mushkil Sawalaat ke Khubsurat Jawaab 7 Mushkil Sawaal aur Hazrat Ali (R.A) ke Khubsurat Jawaab Tauraat ke ek Aalim Mujer ne ek martaba Hazrat Ali (R.A) se kuch sawaal puche jinke jawab Hazrat Ali ne diye. Mujer ne pucha: (1) Wo kaunsa mard hai jiska na baap hai na maan? (2) Wo kaunsi aurat hai…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-7 Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Baar Baar Musalamno Ko Ubhara Hai Duniyawi Ilm Haasil Karne Ke Liye, Sharayi Ilm Tou Yakinan Haasil Karna Hai Yeh Tou Buniyaad Hai Iski... Lekin Uskey Saath-Saath Duniyawi Ilm Bhi Haasil Karna Hai ,.. Jo Bohot Se Logone Isko Tark Kar Diya ... •…
- Hum Aisi Harkatey Karte Kyu Hai Pehle ? ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Aye Wo Logon Jo Iman Laye Ho! *Ita’at Karo Allah Ki Aur Ita’at Karo Uskey Rasool Ki ,.. *Aur Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna ! *Agar Tum Aisa Karoge, *Tou Tum Buzdil Bana Diye Jaoge, *Aur Tumhara Iqbaal Jata Rahega ,.. Aur Sabr Se Kaam…
- Mahr aur iske Ahqaam aur Masail .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » (1). Mehar Ki Adaygi Me Khush Dili Ka Muzaihra Kare ! ♥ Al-Quraan: "Aur Aurto Ko Inke Mehar Khushi Se Do" - (Surah Nisaa: Aayat 4) - Is Aayat Se Sabit Hota Hai Ke Mehar Ki Adayegi Me Khush Dili Ka Muzaihra Karna Chahiye. » (2).…
- Kunbey Aur Kabiley Ka Ikhtelaf Sirf Shanakht Ke Liye .... *Roo-e-Zameen Par Aalmi Aman Qayam Na Hone ki Sabsi Aham Wajah Shirk Ke Baad Ye Bhi Hai ke - Logon Ne Rangat Aur Zabano Ki Buniyaad Par Ek Dusre ko Afzal Aur Mafzul Bana Diya ,.. *Jabki Allah Rabbul Izzat Ne Insano Me Rangat , Kunbey Aur Kabiley Ka Ikhtelaaf…
- Zubaan (Languages) Ka Ikhtelaaf Allah Ki Nishani .... Aaj Zubaan(Languages) Ke Naam Par Kya Kuch Fitney Nahi Hotey Ye Hum Sab hi Dekh Rahe Hai ,.. *Mulk Todey Jaate Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Falah Zubaan Bolney Wale Unchey Aur Falah Wale Niche ,.. *Riyasate Baati Jaati Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Log Ikhtelaaf Karte Hai…
- Al-Quran: Aye Momino! tum sab Allah ke saamne tauba karo Quran: 26 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho.❞ 📕 Surah An-Noor 24:31
- Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi… Hadith: 15-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo. 📕 Musnade Ahmed 2136
- Qaahili Aur Gaflat Se Bacho ! .... Hazrate Husain Ibn-e-Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke - "Aye Logo ! Tum Log Do (2) Aadato Se Bacho, Qaahili Aur Gaflat Se,.. Qaahili Tumhe Haq Ke Faraiz Anjam Dene Se Mehrum Karegi ,. Aur Gaflat Se Tum Haq Par Emaan Rakhne Ke Qaabil Nahi Reh Sakoge ,. Mere Jadd-e-Amjad…
- Rashk Kin Insano Par Hona Chahiye ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Rashk Do Hi Insano Par Hona Chahiye - ∗ (1). Jise Allah Ne Quraan Ka Ilm Diya Aur Wo Iss Ke Sath Raat Ki Gehrayion Me Khada Ho Kar Namaz Parhta Raha. ∗ (2). Jise Allah Ne Maal Diya Aur Wo…
- Rasool'Allah(ﷺ) Gawahi Denge - Meri Qoum ne Quran Ko Chorr… Aaj Allah Ki Kitab(Quraan-e-Majid) Se Momino Ko Door Karne Ke Liye Na Jane Kya-Kya Hathkandey Istemal Kiye Jar Rahe, Baaz Paid Ulemao Ke Jarey Fataawe Tak Diye Ja Rahe Hai ke - "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jaoge" Nauzuillah! *Jabki Quraan Se Doori Ikhtiyaar Karne Wale Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Deen Tou Sirf Islam Hee Hai ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai, *Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare Allah Uss Ka…
- Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur Na Padhe Tou Bach… – Quraan Se Doori Ki Ek Intehayi Ghatiya Wajah Yeh Bhi Hai Ke - "Quraan Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Naa Padhe Tou Bach Jatey,.." Subhan’allah!! # Agar Wakay Me “Quran Ko Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Na Padhey Tou Chal Jata” Iss Usool Ko Maan Ley Tou…
- Buraai Ka Anjaam Bhi Bura Hoga .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Phir Jin Logo Ne Buraai Ki Unka Anjaam Bhi Bura Hua Isliye Ke Allah Ki Aayaton Ko Jhootlaate Aur Unki Hansi Udaate Rahe The. Allah Hi Khalqat Ko Pehli Baar Paida Karta Hai Wo Hi Uss Ko Phir Paida Karega Phir Tum Ussi Ki Taraf…
- Momino me se Kamil tareen Momin woh hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummeha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hain Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Momino Me Se Kamil Tareen Momin Woh Hai Jo Behtareen Akhlaaq Ka Maalik Hai. Aur Apne Ahl-O-Ayal Ke Saath Nihayat Narm Hai.” - (Tirmidhi As-Sunan, 05/09, Raqam-2612) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्मेहातुल मोमिनीन आयेशा (रजीअल्लाहु अन्हा) रिवायत…
- Momino me Kaamil Shakhs Ki Pehchan ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Momino Me Iman Ke Aitbar Se Sabse Kamil Shakhs Wo Hai Jiske Akhlaaq Sabse Acche Hai.” – (Abu Dawood #4682) • Wajahat: *Beharhaal Yaad Rahe: Akhlaaq Ki Khubsurti Momino Par Faraiz Ko Saaket…
- Kisi Se Naram Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar Kar Dena .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kisi Se Naram(Bhali) Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar(Muaf) Kar Dena, Uss Sadqe Aur Khairaat Se Behtar Hai, Jise Dene Ke Baad Uske Lene Waale Ko Dukh Pohnchaya Jaaye. Aur Allah Badaa Beniyaz Hai". - (Surah Al-Baqrah: Aayat-263)
- Rasool'Allah Ka Momeeno Par Ziyada Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mai Momeeno Ka Khud Unse Ziyada Haqdar Hu, Unme Se Jo Koi Qarzdaar Marega Aur Adayeegi Ke Liye Kuch Na Chorhega Tou Hum Par Uski Adayeegi Ki Zimmedari Hai Aur Jisne Koi Maal…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 14 Sunnat-e-Rasool Ko Tark Karne Waley Ka Duniyawi Anjaam : » Aayiye Aagey aur Kya Nuqsaan Hoga Duniyawi Aitbaar se Agar Sunnat-e-Rasool Ko Hum Chorr Dengey … • Allah Rabbul Izzat Surah Anfal ki Ayat Number 46 me Farmata Hai: ۞ Al-Quran ۞ "Aye Wo Logon Jo Iman Laye Ho! Ita'at…
- Aapas Me Galatiyon Ko Darguzar Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Galatiyon Ko Darguzar ♥ "Aapas Me Galatiyon Ko Darguzar Kiya Karo. Qyunki Darguzar Na KaroGe Tou Mohabbat Khatm Ho Jayegi, Jab Mohabbat Khatam Hogi Tou Rabta Toot Jayega, Jab Rabta Toot Jayega Tou Fasla(Doori) Ho Jayea. Aur Yeh Fasla Ek (1) Din Tumhare Rishte Ko Tod Dega".…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- (Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho, Insano Ke Fayde Ke Liye Tumhe Nikala (Paida Kiya) Gaya Hai, (Tum Behtar Isliye Ho Kyun Ki) Tum Nek Kaamo Ke Liye Hukm Dete Ho Aur Burey Kaamo Par Ayetraz Kartey Ho Aur Allah Ke Upar Emaan Rakhte…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…