Allah ki Raah me kharch karne ki Fazilat
Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
“Koi din aisa nahi jata ke jab bandey subah ko uthte hai tou 2 farishtey aasmaan se na utarte ho, ek Farishta yeh kehta hai ke Aye Allah! (Khairat/Zakaat/Sadaqat) kharch karne wale ko is ka badla de, aur dusra farishta kehta hai, Aye Allah! Kanjush (Baqeel) ke maal ko barbaad karde.”
📕 Bukhari Shareef, Hadees: 1442
Related Posts: