Jo Shakhs Kamaata nahi aur logon se Maangta phirta hai

♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai:

“Jo Shakhs (logon se) maangne ka Darwaaza kholta hai, (Kamaata nahi hai aur logon se Maangta phirta hai) tou Allah Ta’ala us par Tangi (Financial Crisis) ka Darwaaza khol deta hai.”

– (Tirmizi, 2325)

♥ मफहूम-ऐ-हदीस ﷺ : अल्लाह के रसूल (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है:

“जो शख्स (लोगों से) मांगने का दरवाज़ा खोलता है, (कमाता नहीं है और लोगों से मांगता फिरता है) तो अल्लाह तआला उस पर तंगी (Financial Crisis) का दरवाज़ा खोल देता है”

– (तिरमिज़ी, 2325)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *