Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti… ۞ Hadees: RasoolAllah (SallAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : ❝ Sila rehmi se ziyada jaldi sawab dilane wala jis mein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi aur Sarkashi (Zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala koi amal nahi, aur Jhooti Qasam gharo ko veeran (barbad) karke…
अप्रैल फूल और इस्लाम | April Fool aur Islam अप्रैल फूल मनाना इस्लाम में जायज़ नहीं क्योंकि इस दिन लोगों को हंसाने और लोगों को प्रैक के नाम पर परेशान करने के लिए "झूठ" बोला जाता है।
Jhooti Qasam Se Parhez Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Koi Aisee Jhooti Qasam Khaye Jiske Jariye Wo Kisi Ke Maal Par Naahaq Qabza Kar Le Tou Wo Allah Se Iss Haal Me Milega Ki Allah Ta'ala Uss Par…
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou uss Waqt usey aisey Aadmi ka Khayal karna chahiye jo…
Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
Jhooti Qasam Khane Wale Ke Dil Par Siyah Nukta .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - “Jo Shakhs Qasam Khaye Aur Iss Me Machchhar Ke Par Ke Barabar Jhoot Mila De Tou Wo 'Qasam Ta-Yome-Qayamat (Qayamat Tak) Uss Ke Dil Par (Siyah) Nukta Ban Jayegi”. - (Ithaf-U-Saadat Lil Zabedi, Jild 9, Safha 249)
Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
Maal bechte waqt Kasam khane ke nuksan Hadees of the Day Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo, ki ye Agarchey Maal ko tou Bikwa deti hai, magar Barkat ko khatm kar deti hai."…
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞ 📕 Surah An-Nisa’ 4:30
Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
Apne Bhai Ko Uskey Gunaaho Par Sharminda Na Karey ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - “Jis Shakhs Ne Apne Bhai Ko Kisi Aise Gunaah Par Sharminda Kiya Jis Se Woh Taubah Kar Chuka Tha , Tou Woh Uss Waqt Tak Na Marega Jab Tak Ke Woh Uss Gunaah Ko Na Kar Lega” - (Sunan Tirmizi 2505,…
Allah ke Siwa kisi ki bhi Qasam khana Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu anhuma) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallalalahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi Qasam khana Shirk hai" - (Al-Silsila As-Sahiha, 1073) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu anhuma) se riwayat hai ki RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ki: "Agar kisi…
Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
Hadees: Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke… Hadith: 10-July: Abdullah ibn Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare, woh jhagde se Nikalne tak Allah ke Gazab me rehta hai." 📕 Abu Dawood 3597
Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahee ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Sahaba-e-Kiraam Se Farmaya - *Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahi! *Allah Ki Qasam Woh Kabhi Musalman Kehlaane Ke Laayaq Nahi! *Allah Ki Qasam Aise Insan Ka Imaan Kaamil Nahi!" Yeh Sunkar Sahaba-e-Kiraam Hairan Reh Gaye Aur Aapse Darkhwast Karne Lage…
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Qayamat ke Din uska Maal Zahreeley Ganje Saanp ki Shakal… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ki: "Jisey Allah ne maal diya aur usney uski zakaat ada nahi ki to Qayamat ke din uska Maal nihayat zahreeley Ganjey Saanp ki Shakal ikhtriyar kar lega uski Aankhon ke pass do Siyah(black)…
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi… Hadees of the Day Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne Maal ka Sadqa le kar Niklega…
Hadees: Woh shakhs hum mein se nahi jo humaare chhoton par… Hadith: 27 - July: Anas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Woh shakhs hum mein se nahi; jo humaare chhoton par Shafqat aur badon ka Adab na kare.❞ 📕 Tirmizi 1919
Qasam Sirf Allah Ki Khaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki , Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mere Waalid Umar-Bin-Al-Khattab Ke Paas Aaye Tou Kya Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa Rahe Hain. *Ye Sunkar Aap Ne Farmaya - "Suno!…
Gurbat Ki Fazeelat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke: "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta Ho, Uss Ke Ayal Yaani Ghar Waale Zyada Aur Maal Kum Ho Aur Wo Shakhs Musalmano Ki Geebat Na Karta Ho, Mai Aur Woh Jannat Me In Do (Unglion) Ki Tarah Hongey. (Yaani Aap Sallallahu…
Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…
Jis Ne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya : 'Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?' Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: 'Jisne Apni Maal…
Hadees: Jis Shakhs se kisi muamle me mashwara kiya jaaye wo… Hadith: 21-June: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jis Shakhs se kisi muamle me mashwara kiya jaaye wo us me ameen (Amanatdar) hai, lihaja Amanatdari ke sath mashwara do. 📕 Jami` at-Tirmidhi 2822