
Jannat ke Baag kya hai : Hadees
Hadees: Abu Huraira (R.A) riwayat karte hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Jab tum Jannat ke baago me se guzro tou phal khao.”
Logo ne arz kiya
“Ya RasoolAllah ! Jannat ke baag kya hai? aur uss se kya muraad hai?”
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Jannat ke baag Masajid hai aur phal
‘SubhanAllah, Alhamdulillah, Allahu Akbar’ ki tasbih hai.'”
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.