♥ Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke :
» Apne Haatho Ki Kamayee Khane Se Behtar Tumne Kabhi Koi Khana Nahi Khaya Hoga. – (Bukhari Shareef)
» Allah Tabarak Wa Ta’ala Uss Banda-e-Momin Ko Azeez Rakhta Hai Jo Kisi Peshe Ke Zariye Apni Rozi Kamata Hai. – (Qartabi)
» Mazdoor Ko Uski Mazdoori Uskey Paseena Sookhne Se Pahle Ada Kardo. – (Sunan Ibn Majah, Vol2, 600)
» Jisne Kaarobaar Me Dhoka Diya, Wo Mera PairoKaar(Follower) Nahi Hai.
» Jisne 40 Din Tak Samaan (Giza) Ko Zakheerah Kiye Rakha, Usko Allah Ta’ala Se Koi Wasta Nahi, Naa Allah Paak Ko Uski Koi Parwah. – (Masnad Imam Ahmad Alaihirrahma)
» Maal-e-Haraam Par Palaa Huwa Gosht (Jism) Parwan Nahi Chadhta, Balke Uska Thikana Jahannum Ki Aag Hai. – (Tirmizi Shareef)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Irshade Nabvi : Apne Haatho Ki Kamayi Khaya Karo
Related Posts:
- Dua ke Qabuliyat ke liye Rizq-e-Halaal Khaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Agar Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qabool Ho, Tou Tum Rizq-e-Halaal Khaya Karo.." - (Ziyaul-Quran Jild#1, Page#120)
- Sabse Behtar Rozi Mehnat karke Khana Hai - Mehnat ki Kamayi… ✦ Hadees : Roman Urdu ✦ Miqdam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Kisi Insan ne Uss Shakhs se Behtar Rozi nahi Khayee Jo Khud Apne Haathon se Kamakar Khata hai, Allah ke Nabi Dawood (Alaihay Salam) bhi Apne Haatho se Kaam karke Rozi khaya karte…
- Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat… Hadith: 30-Oct: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai. -Ibn Majah 3369
- Qasam Ka Kaffara .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Tumhe Nahi Pakdta Galatfehmi Ki Qasmo Par, Haa! Unn Kasmo Par Pakad Farmata Hai Jinhe Tumney Mazbut Kiya Ho, Tou Aesi Qasam Ka Badla 10 Miskeeno Ko Woh Khana Khilana Jo Tum Apne Ghar Me Apne Liye Pasand Karte Ho, Ya Unhe Kapde Dena, Ya…
- Tum Par Jo Museebat aati hai Wo Tumhare Hi Haatho Kamayi se… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ “Aur Tum Par Jo Museebat Aati hai Wo Tumhare Hi Haatho ke Kiye huye Kaamo se Aati hai, Jabki Wo(Allah) Bahut se Gunaah Muaf Bhi Farma Deta hai.” [ Quran; Surah Ash-Shura; 42:30 ] ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ "और तुम पर जो मुसीबत आती है वह…
- Khane Me Barkat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Wahshi Ibn Harb (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Pucha Ki, "Ya Rasool Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Hum Khana Khate Hai Lekin Sair Nahi Hotey (Yaani Pait Nahi Bharta)" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Shayad Tum Alag…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai - Logo! Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho, Warna Ho Sakta Hai Ki Allah Ka Azaab Aa Jaye Aur Tum Uss Waqt Duaye Karo Magar Wo Qabool Na Ki Jaye..” -…
- Zakaat Diya Karo Apne Maal Ki .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Mertaba Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me 2 Aurtain Aayi, Inkey Hatho Me Sone(Gold) Ke Kangan They. Aapney Inse Pucha: "Kya Tumne Inki Zakaat Di Hai? " Inhon Ne Kaha: "Jee Nahi! " Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tumko Ye Pasand Hai Ke…
- Allah Ke Qalaam Ki Pairwi Karo .... Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Keh Do Ke Logon Mai Tum Sab Ki Taraf Allah Ka Bheja Hua Hoon Yaani Uss Ka Rasool Hoon. Wo Jo Aasmano Aur Zameen Ka Baadshah Hai.…
- 6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Hadees of the Day 6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya - "Tum Apni taraf se Mujhe Chhe (6) Baato ki Zamanat de do, Mai Tumhe Jannat ki Zamanat deta hoon." (1). Jab Baat karo tou Sach Bolo.(2). Jab Wadaa karo tou Poora…
- Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na…
- Sakth Dili Ka Ilaaj - Yateem Ke Sir Par Haath Pherna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "(Sakht Dili Ke Elaaj Ke Liye) Yateem Ke Sir Par Haath Phera Karo Aur Miskeeno Ko Khana Khilaaya Karo..." - (Musnad-e-Ahmad; Hadith no. 9018)
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Apne Bhai Ko Uskey Gunaaho Par Sharminda Na Karey ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - “Jis Shakhs Ne Apne Bhai Ko Kisi Aise Gunaah Par Sharminda Kiya Jis Se Woh Taubah Kar Chuka Tha , Tou Woh Uss Waqt Tak Na Marega Jab Tak Ke Woh Uss Gunaah Ko Na Kar Lega” - (Sunan Tirmizi 2505,…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Hadees: Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se… Hadith: 10-June: Abu Darda (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge, isiliye acche naam rakha karo. 📕 Abu Dawood 4948
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Hadith: Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath… Hadith: 7-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah se darte raho aur apne rishtedaro ke sath Husne Sulooq karo. -Shoaib Ul Iman 7950
- Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki, "Apne Dilon Ko Zyada Khaane-Peene Se Halaak Na Karo, Jis Tarah Zyada Paani Se Kheti Tabaah Ho Jati Hai, Usi Tarah Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai.." - (Mukashifatul Quloob Page#55) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai…
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Paanch (5) Azeem Nekiyon Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Kaun Hai Jo Mujhse Ye Baate Sikhey, Phir Unpar Amal Kare Ya Unn Logo Ko Sikhaye Jo Unpar Amal Kare"? *Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Maine Arz Kiya: "Ya Rasool'Allah…
- Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko…