Hadees: Haq baat na manna aur logon ko haqeer… Hadith: 5-May: Ibne Masood (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Haq baat na manna aur logon ko haqeer samjhna Takabbur(ego) hai. -Muslim 275
Jo Allah ko Naraz karke logon ko raazi karna chahega to Jo Allah ko Naraz karke logon ko raazi karna chahega to Hadees: Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jo Allah ko Naraz karke logon ko raazi karna chahega to Allah Taala us ko logon ke hawale kar dega” 📕 Tirmizi, Hadees: 1894
Deen me Naye Aqeede (Biddat) Ijad karne se Bachna Deen me Naye Aqeede (Biddat) Ijad karne se Bachna Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Deen me nikali gayi Nayi Baaton se bachte rehna, kyunki har nayi baat Biddat hai aur Har Biddat Gumrahi hai." 📕 Abu Dawood: 4607-Sahih Ek riwayat me aata hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) Apney Khutbe me farmaya karte they – Fa-Inna Khairal Hadeesi Kitabullahi,Wa Khairal Hadyi-Hadyu Muhammadin (ﷺ),Wa-Shar-Ral Umoori Muh-Dasaa-Tuha,Wa-Kul-La-Muh-Da-Satin Bid-Atun,Wa-Kul-Lu Bid-Atun Zala-La-Tun,Wa-Kul-Lu Zala-La-Tin Fin-Naar TARJUMA Sab se Behtareen Baat Allah ki Kitaab ki…
Beshaq Wohi Allah Mout ke Baad Hume dubara Paida karega Beshaq Wohi Allah Mout ke Baad Hume dubara Paida karega Allah Taala farmata hai: "Beshaq Wahi Allah Pehli Baar Paida karta hai Wahi (mout dekar Hume) dubara paida karega" 📕 Quran 85:13
Qurbani kin logon par Farz hai? Qurbani Wajeebi hukm nahi ikhtiyari mu’aamla hai. Lihaja jo Qurbani karne ki taqat rakhta ho woh Qurbani kare…
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Aadmi apne Dost ke deen pe chalta hai Hadees: Aadmi apne Dost ke deen pe chalta hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Aadmi apne Dost ke deen par hota hai. Lihaja tum me se har shakhs ko ye dekhna chahiye ke wo kis se dosti kar raha hai." 📕 Abu Dawood; Hadees: 4833-Hasan
Logon ke Hisab ka Waqt Qareeb Aa gaya Logo Ke Hisab Ka Waqt Qareeb Aagaya Allah rabbul izzat Quran e Karim me farmata hai. "Logon ke hisab ka waqt qareeb aa gaya fir bhi woh gaflat me moohn phere hue hain." 📕 Surah Anbiya 21:01
Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke… Wo Shakhs Jhoota Nahi jo Sulah ke liye Jhuth bole RasoolAllah(ﷺ) ne farmaya: "Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon ke Darmiyaan Sulah karwaane ke liye Jhoot boley." 📕 Abu Dawood 4920 (Sahih) Sabaq: Logon ke darmiayan Sulah karwaneki niyat se bola gaya jhuth muaf hai.
Apni badhai aur taarif na kiya karo Apni badhai aur taarif na kiya karo Hadees: Zainab Binte Abi Salma (R.A) se mairwi ki,Unka naam badah (Nekokar) tha, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai, uska naam Zainab rakh do." 📕 Islami Akhlaq-O-Aadab, Page No#269, Hadith 17 Allah Taala hum sabko kehne sunne se jyada amal ki toufiq de. Ameen Allahumma ameen.
3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega:… 3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega: Hadees e Qudsi | (1). Ek tou wo shakhs jis ne mere Naam par Ahad (Waada) kiya aur phir waada khilafi ki ...
Hadees: Rozi talaash karne mein halaal aur paakeeza… Rozi talaash karne mein halaal aur paakeeza tareeqa ikhtiyaar karo Hadees: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Tum Allah se daro aur rozi talaash karne mein halaal aur paakeeza tareeqa ikhtiyaar karo aur rozi milne mein kuchh der ho jaana tumhein haraam tareeqa ikhtiyaar karne par majboor na kar de." 📕 Shoebul Imaan, Hadees : 10376
Kyu Deen Me Masumiyat Ikhtiyar Ki Humne ? *Ek Android Cellphone Lena Hai Mujhe,.. *Kaha Se Lu ? *Mall Se Lu Ya Shop Se Lu ? *Waha Tou Itna Daam Hai Uska,.. *Tum Kitne Me Dogey ? *Battery Aur Storage Space Kaisi Hai Iski ? *Jaldi Kharab Tou Nahi Hoga? *Falah Aur Falah ,... Itni Saari Tehqeeq Kyu Karte Hai Hum Mujhe Bataye ? #Duniya Ke Muamlo Me Badi Baariki Se Tehkik Karte Hai ,.. Lekin Jab #Deen Ka Muamla Aata Hai Tou Usmey Khamoshi Ikhteyar Kar Lete…
Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? URDU Lecture… https://www.youtube.com/watch?v=6y019aF8HJg ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? Allah Kis Ko Azmata Hai? , Nek Logo Ki Azmaish Sabse Jyada kyu hoti hai ? , Pareshani Azmaish Ya Saza, Allah Ki Azmaish, Hadees On Azmaish, Azmaish K Waqt Ki Dua, Azmaish In Quran, Allah Ki Azmaish In Urdu