Hadees: Abu Hurirah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Farishte Tum me se Uss Namazi ke liye Uss Waqt tak Yu hi Dua karte rehte hain Jab tak(Namaz Parhne ke Baad) Wo Apne Musalley par baitha raheaur Hadas (Hawa Kharij) na karey ki Aye Allah! Iski Maghfirat farma, Aye Allah! ess par reham farma.
Tum Main se wo Shakhs Jo sirf Namaz ki wajah se ruka hua hai ghar jane sesiwa Namaz ke aur koi cheez Uske liye Aham nahi,tou Uska (Ye sara Waqt) Namaz hi me shumar hoga.”
Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Hadees: Abu Talha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Farishte us Ghar me dakhil nahi hote jaha Kutta aur (Jandar ki) tasweer ho." 📕 Sahih al-Bukhari 5949 & 3322📕 Sahih Muslim 2106 a📕 Sunan an-Nasa'i 4276 & 4282 WAJAHAT: Jis ghar me Kutta (Dog) ya kisi jaandaar ki tasveer ho waha Rehmat ke Farishte dakhil nahi hote, isliye inhe Ghar ke andar rakhna munasib nahi. Agarche…
Uss Bujurg ke liye Qayaamat ke Din Noor hoga : Hadees Hadees of the Day Uss Bujurg ke liye Qayaamat ke Din Noor hoga Allah ke Rasool ﷺ ne farmaya: "Jo Haalat-e-Islam mein (Zindagi Guzarta hua) Boodha hua Uske liye Qayaamat ke Din Noor hoga." 📕 Tirmizi, Hadees 1634 Sahih
Aulad ke liye Dua in Quran Aulad ke liye Dua, Allah se Nek, Deendar aur Farmabardar Aulad maangne ki Qurani dua "Rabbi Habli Minas Saliheen"
Ilm ki Talash me rehne wale ki Fazilat | Puraane… Ilm ki Talash me rehne wale ki fazilatPuraane Gunaaho ki Maghfirat Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke - "Jis Ne Ilm Talash Kiya Tou Yeh Talash Uss Ke Gujasta Gunaaho Ka Kaffara Ho Gayi” 📕 Miraatul Manahij, Jild 1, Safa 203 Wajahat: Taalib-e-Ilm se Sagira Gunaah Muaf hote jate hai, Jaise (Gunaah-e-Saghira) Wuzu Namaz Vagaira Ibadat se Lihaza Iska Matlab Yeh Nahi ke Talibe Ilm Jo Chahe Gunaah kare. Balki Matlab yeh hai ki Allah Ta’ala Niyat-e-Khair se Ilm ki…
Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic, Roman English,… Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic, Roman English, Hindi & Tarjumah | चाँद को देखने की दुआ, Shaban ka Chand, Safar ka Chand, Muharram ka chand, Ramzan ya kisi bhi Mahine ka Chand dekhein tou yeh Dua padhein
Waswaso ka ilaj | Bure khayalat se Bachne ki Dua Waswaso ka ilaj, Shaitan ke waswaso se, Bure khayalat se Bachne ki Dua, "Auzu billahi minash shaitan rajeem" ki Ahmiyat aur Fazilat Waswaso ka ilaj "Auzubillahi Minash Shaitan ir Rajeem"Tarjuma: Allah ki Panah Mangta hu Mai Shaitan Mardud ke Sharr se,. ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aur agar aapko shaitaan ki taraf se koi waswase aane lage tou Allah ki panaah maang liya karo, bila-shuba woh khoob sun ne waala aur khoob jaan'ne waala hai, Beshak jo Allah se darte hai. jab…
Dua ibadat ka Magaz hai Hadees Dua ibadat ka Magaz hai Hadees Hadees: Anas-Bin-Malik (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ka farmane hai ke - "Dua Ibadat ka Maghaz (Brain) hai." 📕 Tirmizi, Kitaab Al-Doawat, Hadees: 3382 • Note: Dua Ibadat ka Maghaz Isliye hai ke - "Dua Mangne Wala har Ek (1) se Alag ho kar Apne Rab ki Bargah me Munajaat (Tareef) karta hai." 📕 Faiz Al-Qadeer, Jild: 3, Page: 721
Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho (Maal Aur Doulat Me, Aur Husn Wa Jamaal Me Aur Aulaad Me) *Aur Usko Mat Dekho Jo Tumse Ziyada Hai Aur Aisa Karoge(Yaani Duniyayi Badey Aur Buland Martaba Ke Logon Ko Dekhoge) Tou Allah Ta'ala Ki Neymat Ko Apne Upar Haqeer (Yaani Kum) Samjhoge. - (Sahih Muslim, Vol 6, Hadees:7430)
Rabbana atina fid-dunya Dua Rabbana atina fid-dunya, hasanatan wa fil 'akhiratihasanatan waqina 'adhaban, -nar
Allahumma Inni Zalamtu Nafsi | Magfirat ki Dua -Aye… Allahumma Inni Zalamtu Nafsi Dua Hadees: Abu Bakr Siddique (R.A) ne RasoolAllah (ﷺ) se kaha ki Mujhe aisee Dua sikha dijiye jo Main namaz me parha karu tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke ye parha karo - اللَّّهُمَّ إني ظَلمتُ نفسي ظُلمًاًًً كثيرًاًً. ولا يغفر الذنوبَ إلّّّا أَنْتَ فاغفر لي مغفرةًًًً من عندك. وارحمني، إنّّكَ أنتَ الغفورُ الرّحيم "Allahumma Inni Zalamtu Nafsi Zulman Kaseeran Wala Yaghfiruz-Junuba Illa Anta, Faghfirli Maghfiratan Min Indika War-Hamni, Innaka Antal Ghafur-Ar Rahim." (Aye Allah mainey apni jaan…
Uss Qayamat ke din se Daro ... Uss Qayamat ke din se Daro Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Us Qayamat ke din se Daro jab na koi jaan kisi jaan ke kaam aayegi." 📕 Al-Quran; Surah Baqrah 2:48
Dua: Phisalne ya thokar lagne par padhne ki dua Dua: Phisalne ya thokar lagne par padhne ki dua بِسْمِ الله - Bismillah ۞ Hadees: Abu Al Malih (Radi Allahu Anhu) se riwayat hai,Main RasoolAllah (ﷺ) ke peeche sawar tha ke Aap (ﷺ) ki sawari phisal gayee, "Maine kaha shaitan marey tou Aap (ﷺ) ne farmaya 'aise na kaho ke Shaitan marey islye ke jab tum aisa kahoge to wo phool kar ghar ke barabar ho jayega aur kahega mere quwwat ko iss ne qubul kar liya' , isliye (jab…
Deen aur Dunia ki Khair ke liye Dua… ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Abu Malik, Sa'd Bin Tariq (R.A) se Mairwi hai ke, Ek shakhs Aap (Salallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat me hazir hua aur usne arz kiya, "Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ! Main apne Rab se sawal karu to kya kahu ?." Aap (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : "Tum ye kaho ! Aye Allah mujhe Bakhsh de, Mujh par Reham farma, aur Mujhe Aafiyat de, aur Mujhe Rizk ata farma, aur aap ne Anguthe…