Dhoke se Keematein Naa Badhao

Dhoke se Keematein na badhao Hadees

Dhoke se Keematein Naa Badhao

Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Ek Duje ke liye Dhoke se Keematein na badhao.”

📕 Sahih Muslim, Hadees 2565


Is hadees se wajeh hota hai ki humein aapas mein dhoka dekar maal ki qeemat ko badhana nahi chahiye. Is hadith mein maal ki qeemat mein dhoka karke ya doosron ko dhokha dekar apna fayda uthane se roka gaya hai.

Allah Hum Sabko Kehne sunne se jyada amal ki toufiq de,
Hume Tamam kism ki Burayi se bachaye.

Ameen Allahumma Ameen


Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish

Subscribe to get the latest posts sent to your email.




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *