Ek-Doosre ko Burey Naam na rakho ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Aur ek doosre ko burey naam na rakho.❞ - Al-Quran; Surah Al-Hujurat 49:11 ✦ Tashrih: Iss ayat ke tehat chand maslay maloom hotey hai, 1. Ek tou yeh ke Musalman ko kisi bhi tarha ke burey lafzo me na bulao. 2. Doosra yeh ke jis gunahgar…
Koi Kisi Ka Mazaq Na Udaaye .... ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Momin Sub Aapas Me Bhai-Bhai Hai Tou Apne Do Bhaion Me Sulah Kara Diya Karo, *Aur Allah Se Darte Raho Ta'ake Tum Par Bhi Reham Kiya Jaye , *Aye EmaanWaalo ! Koi Qaum Kisi Qaum Ka Mazaaq Na Udaaye, - Mumkin Hai Ke (Jinka Mazaaq Udaya…
Aye Emaan Walo! Sabr Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan walo! Sabr Karo, Aur Sabr Se Ek Doosre Ko Bardasht Karo, Aur Rishta Banaaye Rakho, Aur Darro Allah Se Ta'aki Tum Falah (Kamiyabi) Paao". - (Sureh: Aal-e-Imran, Ayat:200)
Aapas me ek doosre se Bugz-o-Dushmani na raakho ✦ Hadith: Anas bin Malik (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ke, Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, ❝ Aapas me Ek Doosre se Bugz-o-Dushmani na rakho aur na hi Ek Doosre se Hasad karo aur na ek doosre se talluk todo aur Aye Allah ke bando! bhai bhai ho kar…
Gunaho ko Mitaane wala Amal ۞ Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) farmaya karte thay - "Jab Insan Kabeerah (Badey) Gunahon se bach raha ho tou Paanch Namazen, ek Jumah se (doosre) Jumah tak aur ek Ramzan se Doosre Ramzan tak, ke beech mein hone wale Gunahon ko…
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in…
Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? ۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai…
Har Taana Dene Wale Chugalkhor Ki Kharabi Hai ..... ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Har Taana Dene Wale Chugalkhor(Geebat Karnewale) Ki Kharabi Hai, Jo Maal Ko Jama Karta Hai Aur Gin-Gin Kar Rakhta Hai, Woh(Insan) Samjhta Hai Ki Uska Maal Usse Hamesha Zinda Baki Rakhega, (Balki)Hargiz Nahi Woh Tou Zaroor Hatma Me Daala Jayega, Aur Tumko Kya Maloom Hatma Kya…
Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho ✦ Hadith: Anas bin Malik (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ke, Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, ❝ Aapas me Ek Doosre se Bugz-o-Dushmani na rakho aur na hi Ek Doosre se Hasad karo aur na ek doosre se talluk todo aur Aye Allah ke bando! bhai bhai ho kar…
Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
7 Azeem Nekiyo Ka Hukm ♥ Mafhoom-e-Hadees: Bara bin Azib (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, unhone kaha ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne humey saat cheezon ka hukm diya: 1. Janazon ke saath jaana. 2. Mareez ki Beemar pursi karna. 3. Chheenkne waale ko Dua dena (yaani Yarhamuk Allah kehna). 4. Daawat dene waale…
Al-Quran: Jis Shakhs ne Dunia me Jarra barabar bhi koi… Quran: 08-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jis Shakhs ne (Duniya) me Jarra barabar bhi koi burayi ki hogi tou wah usey aakhirat me dekh lega.' 📕 Surah Az-Zalzalah 99:08
Al-Quran: Aye Imanwalo! Kisi ke Aib ki talash me mat raho Quran: 29-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Aye Imanwalo! Kisi ke Aib ki talash me mat raho.' 📕 Surah Al-Hujurat 49:12
Al-Quran: Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us… Quran: 28-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne wala hai.' 📕 Surah An-Nisa 4:85
Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
Al-Quran: Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke… Quran: 30-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ❝Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke liye udhar ka koi muamla karo to usey likh liya karo. 📕 Surah Baqraah 2:282
Hadees: Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai… Hadith: 27-June: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah sirka Shahad ko kharab kar deta hai. 📕 Tibrani Kabeer 10777
Al-Quran: Yaqeenan Allah tumhe Huqm deta hai ke tum… Quran: 15-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Aye Imanwalo!) Yaqeenan Allah tumhe Huqm deta hai ke tum Amaanatein un ke haqdaaro tak pohchaaon.' 📕 Surah An-Nisa 4:58