Hadees:Aulad ki Dua ki Barqat se Walidain ke Jannat me darjaat buland honge
RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya :
”Ek shakhs ke Jannat (Barzakh) me darjaat (Status) buland honge, fir wo puchega ki ye kaise hua, fir uss se kaha jayega Tumhare Aulad ki magfirat ki duae ki wajah se jo wo tumhare liye karta hai.”
(Reported by Ibn Majah, no 3660; Saheeh al-Jaami’, 1617)
Bhai ke liye Ghaibana Dua qabool hoti hai Hadees of the Day Bhai ke liye Ghaibana Dua qabool hoti hai Abu Darda (R.A) se Riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ”Jab koi apne bhai ke liye (ghaybane) me dua karta hai to farishte ameeen kehte hain aur kehte hain : tere liye bhi isi jaissa ho.“ 📕 Sunan Abi Dawud 1534-Sahih Abu Darda (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Kisi Musalman ki apne bhai ke liye Ghaibana Dua qabool hoti hai, uske paas ek farishta hai…
Aye Hamare Rab! Humse Woh Bojh Na Uthwa Jiski Humein… Qurani Dua for Strength and Mercy in Hard Times🌙 Surah Baqarah 2:286 – A powerful reminder of Allah’s mercy ✨ Qurani Dua (Arabic with Roman Urdu Translation) Arabic: رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِهِ ۖ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا وَارْحَمْنَا ۚ أَنتَ مَوْلَانَا فَانصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ Transliteration: "Rabbana wala tuhammilna ma la taqata lana bihi wa'fu anna waghfir lana wairhamna anta mawlana fansurna 'alal-qawmil kafireen" (Surah Baqarah 2:286) 🕌 Roman Urdu Tarjuma (Translation) "Aye Hamare Rab! Humse…
Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic, Roman English,… Chand ko Dekhne ki Dua in Arabic, Roman English, Hindi & Tarjumah | चाँद को देखने की दुआ, Shaban ka Chand, Safar ka Chand, Muharram ka chand, Ramzan ya kisi bhi Mahine ka Chand dekhein tou yeh Dua padhein
Qurbani ki Dua | Dua for Slaughtering Sacrificing an Animal (بِسْمِ اللَّهِ وَاللَّهُ أَكْبَرُ [اللَّهُمَّ مِنْكَ وَلَكَ] اللَّهُمَّ تَقَبَّلْ مِنِّي) " Bismil-lah Wallahu Akbar, Allahumma minka walak, Allahumma taqabbal minnee." (अल्लाह के नाम से ज़बह़ करता हूं। अल्लाह सबसे बड़ा है। [ऐ अल्लाह! यह क़ुरबानी तेरी ही तरफ़ से और तेरे ही लिए है] ऐ अल्लाह! इसे मेरी तरफ़ से क़बूल फ़रमा) (In the name of Allah, and Allah is the greatest. O Allah, (it is) from You and belongs to You, O Allah, accept this from me.) [मुस्लिमः3/1557, ह़दीस…
Aulad ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=QIlIR6tiwbc Aulad ke Huqooq full Urdu Bayan Aulad Ke Huqooq Waldain Par kya hai, Unki Tarbiyat kaisi ho aur Aulaad me Insaf kaise kiya jaye ?iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera.
Ghar se Nikalne ki Dua Ghar se Nikalne ki Dua | घर से निकलते समय की दुआ - What to say when leaving the home | Dua : Bismil-lah, tawakkaltu AAalal-lah, wala hawla wala quwwata illa billah
Farishte ki dua uss Namazi ke Maghfirat ke liye Hadees: Abu Hurirah (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Farishte Tum me se Uss Namazi ke liye Uss Waqt tak Yu hi Dua karte rehte hain Jab tak (Namaz Parhne ke Baad) Wo Apne Musalley par baitha rahe aur Hadas (Hawa Kharij) na karey ki Aye Allah! Iski Maghfirat farma, Aye Allah! ess par reham farma. Tum Main se wo Shakhs Jo sirf Namaz ki wajah se ruka hua hai ghar jane se siwa Namaz ke aur…
Cheenk ka Jawab | Dua said upon sneezing Cheenk ka Jawab | Dua said upon sneezing ۞ Hadees : Abu Hurerah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: 'Jab Kisiko Chheenk Aaye tou "Alahmdulillah" Kahe aur Uske Jawab me Uska Bhai ya sath wala Cheenkne wale ko "Ya-Reham'kallah" kahe' tou Cheekne wala Uske Jawab me ye kahe "Yah-Di-Kumullah-Wa-Yuslihu-Wa-L-Kum" ' 📕 Bukhari; Vol-2 Page-919 *Alahmdulillah: Allah ka Shukr hai.*Ya-Reham'kallah: Allah Tum par reham kare.*Yah-Di-Kumullah-Wa-Yuslihu-Wa-L-Kum: Allah Aapko Hidayat dey aur Aapki Islah farmaye.
Hadees: Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Hadees: Aaisha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse se Zyada Barqat wala Nikah woh hai, jisme Mehnat, Mashaqqat aur Kharch kum ho." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 24529
Maal aur Aulad Fitna (Aazmaish) hai Maal aur Aulad Fitna (Aazmaish) hai Allah Taala farmata hai: "Beshaq tumhare Maal aur Aulad (Allah ki Taraf se) ek Fitna (Aazmaish) hai." 📕 Quran 64:15
Rabbana atina fid-dunya Dua Rabbana atina fid-dunya, hasanatan wa fil 'akhiratihasanatan waqina 'adhaban, -nar
Beparda Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi hoti jab… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Beparda Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi hoti RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke, "Allah Ta'ala tab taq unn Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi karta, jab taq wo Hijab (parda) ekhtiyar na kar le." 📕 Abu Dawood, Hadees 641
Rizq me Barkat ki Dua | ilm mein izafa ki Dua Rizq me Barkat ki Dua aur ilm mein izafa ki Dua in Arabic, Roman, Tarjumah & Hindi Quran wa Sunnat ki roshni mein. Rizq me Barkat ki Dua in Arabic اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، وَرِزْقًا طَيِّبًا، وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا Rizq me Barkat ki Dua in Roman "Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala" Rizq me Barkat ki Dua in Tarjumah Aye Allah! main tujhse nafa dene wale Ilm aur pakeeza Rizq aur qubool hone wale amal…