Apni Aulaad Ko Namaz (Parney) Ka Hukum Do ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Apni Aulaad (Sons & Daughters) Ko Namaz (Parney) Ka Hukm Do, Jab Ke Wo 7 Saal Ke Ho Jayein, Aur Jab Wo 10 Saal Ke Ho Jaayein Tou (Namaz Chhorney Par) Unn Ki Pitaai Karo Aur Unkey Bistar Bhi Alag Kardo”.
(Abu Dawood)
» Note: Bistar Alag Karne Ka Hukm Namaz Na Padhne Par Sazaa Ke Tour Par Nahi Hai Balke Yeh Ek Mustaqil Hukm Hai.

5/5 - (224 votes)

Leave a Reply

Related Posts: