Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou do warna bhali… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ ‟ Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou do warna bhali baat kaho). ‟ मांगने वाले को झिड़का न करो (अगर हो तो दे दो वरना भली बात कहो)। ‟ मांगण्याराला हाकळवु नका (होत असेल तर द्या अथवा चांगले शब्द बोला). ‟ And do not rebuke the beggar. - (Al-Quran; Surah Zuha 93:10)
Al-Quran: Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke… Quran: 30-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ❝Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke liye udhar ka koi muamla karo to usey likh liya karo. 📕 Surah Baqraah 2:282
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Aurato Ka Gair Mardo Se Rukha Andaz .... » Aurto Ka Gair Mardo Se Rukha Andaz Sahi Ya Galat? Quraan Ki Roshni Me « *Quran-e-Kareem Me Allah Ta'ala Faramata Hai Ke, Majburi Ke Mauke Par Unsey (Yaani Gair Mardo Se) Baat Karni Pad Jaye Tou Zara Bhi Naram Andaz Me Baat Na Kare Ki - Koi Kamzor-Dil Mard Dil Me Kuch Khayal Kar Baithe. - Aise Me Yehi Hukm Hai Ki Unsey Rukhe Andaaz Me Hi Baat Kare Ki Jiski Wajah Se Woh Aurat Ke Narm Andaz Ki Taraf Raghib(Attract) Na Ho Aur Rukhe Andaaz Ki Wajah Se Dil Me Kuch Khayal Hi Na Kar Paaye. ♥ Al-Quraan…
Acchi baat kaho ya Khamosh Raho Hadees of the Day Acchi baat kaho ya Khamosh Raho Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Bolo to acchi baat bolo ya Khamosh Raho.” 📕 Sahih Bukhari; Hadees 6019
Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye… Quran: 9-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Aye Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho.❞ -Surah Bani Isra'il 17:53
Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Ne Din (Day) Ki Shuruwat Kisi Achay Kaam Se Ki Aur Apne Din (Day) Ko Achay Kaam Hi Par Khatm Kiya Tou Allah Apne Farishtay Se Farmayega, "Inn Dono (Din Ke Shuru Aur Aakhir) Ke Darmiyan Jo Sagheera Gunaah (Kum Darje Ke Gunaah) Hain Unhe Mat Likho". - (Jama-Al-Sagheer Al Suyuti, Page:813, Hadees:8423)
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=OKcWeJCXrZI Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology Quran aur jadeed science, quran jadeed science aur muslim scientist, quran and modern science, muslim scientist, discoveries and inventions by muslim scientist, 1001 inventions muslim heritage in our world, Science In The Medieval…
Walidain Ki Laparwahi Aulad Ki Tarbiyat Me .... Ye Sabse Badi Wajah Hai Aaj Quraan Se Doori Ki – Ke Walidain Apni Aulad Ko Quraan Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Koi Dars Nahi Letey ,.. Hala Ke Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Ye Hukm De Chuka Hai Ke – "Aye Imanwalo ! Apne Aap Ko Aur Apne Ahlo Ayyal Ko Jahhannum Ki Aag Se Bachao” -(Al-Quran 66:6) … Ye Aayat Hum Baar-Baar Padhtey Hai Lekin Fir Bhi Walidain Ki Koshish Nazar Nahi Aati Apne Aulad Ki Tarbiyat Me .. Ellah Masha’Allah Jo Karte Hai Wo Iss Se Bari Hai.. *Baccho Ko Hum Badey-Badey Schools Me…
Al-Quran: Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki… Quran: 09 - August ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Roman Urdu _______ ❝Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki tasbeeh bayaan karo aur us se magfirat maango. Yaqeen jaano woh bahot muaf karne waala hai.❞ [Surah An-Nasr 110:3] Hindi _______ ❝अपने परवरदिगार की हम्द के साथ साथ उस की तस्बीह बयां करो और उस से मागिरत मांगो , यकीं जानो वह बोहोत मुआफ करने वाला है।❞ [सुर नस्र ११०:३] English _______ ❝ Praise Allah and glorify Him and ask for his forgiveness. Undoubtedly, He is Most forgiving.❞ 📕 Surah An-Nasr 110:3 Marathi _______ ❝आपल्या परवारदिगारची स्तुती करत रहा, व त्याचाशी मुआफी…
Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur Na Padhe Tou Bach… – Quraan Se Doori Ki Ek Intehayi Ghatiya Wajah Yeh Bhi Hai Ke - "Quraan Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Naa Padhe Tou Bach Jatey,.." Subhan’allah!! # Agar Wakay Me “Quran Ko Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Na Padhey Tou Chal Jata” Iss Usool Ko Maan Ley Tou Hume Batayiye Sabse Pahle Jannat Ka Mustahik Koun ? ... - Jaahir Si Baat Hai Kaafir Hi Jannat Ke Mustahik Hotey ,.. Wo Tou Kehetey Ke – “Aye Allah Padhna Aur Naa Padhna Tou Bohot Door Ki Baat ! Humko Tou Maloom Hi Na Thi Ke Ye Teri Kitab Hai…
Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye Hadees of the Day Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa rakhi ho. 📕 Shoaib Ul Iman 3427