♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya Tou
Usey Chahiye Ki Apna Roza Puraa Karey
– Kyonki Usey Allah Ne Khilaya Aur Pilaya Hai.”
– (Sahi Bukhari, Vol 3, Hadith no.1933)
Khana Kha ke Shukr ada karne waale ka darja Khana Kha ke Shukr ada karne waale ka darja Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai: "Khana Kha ke Shukr Ada Karne Wale ka Darja, Sabr karne Wale Rozedar ke Barabar hota hai." 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1837
Islamic Quiz 332 : RasoolAllah (ﷺ) ne… Islamic Quiz 332 : RasoolAllah (ﷺ) ne kiske liye ye kaha tha ki Main jannat mein unka Ghar ya Mahal dekha aur phir farmaya ki maine andar jana chaha magar unki Gairat ka khayal Aa gaya (isliye nahi gaya) ?
Hadees: Jab tum me se kisi ka luqma gir… Hadith: 17-April: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf kar ke kha le, shaitan ke liye naa chhode. 📕 Sahih Muslim 2034 In-book…
Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul… Log Haraam ki Tameez karna bhul jayenge Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logo par ek Aisa Zamana aayega ki insan koi parwah nahi karega ke jo usne haasil kiya hai wo Halaal se hai ya Haraam se." 📕…
Islamic Quiz 301 : Agar Kisi cheez ko Aad… Agar Kisi cheez ko Aad (sutra) bana kar Namaz padh rahe ho phir bhi Koi bich me se Guzarne ki koshish karey toh kya karna chahiye ? | A). Namaz tod kar phir se parhni chahiye, B). Namaz Mukammal karke…
♫ Saher aur Iftar Ka Tariqa aur Kuch Galat Fahmiya Saher Aur Iftar ka Tariqa aur Kuch Ghalat Fahmiya Saher aur Iftar Kaise kare, uska mukammil Tariqa aur uske talluk se Kuch Galat Fahmiyo ka ijala janne ke liye is mukhtsar si audio clip ka jarur mutala kare. Aur bhi…