Goongi ho gai aaj kuch Zuban kehte kehte,
Hichkicha gaya me khud ko Musalman kehte kehte.Ye baat nahi ke Mujhko Rab par yaqeen nahi,
Bas darr gaya khud ko Sahib-e-Emaan kehte kehte.Tofeeq na hui mujhe ek waqt ki Namaz ki,
Aur chup ho gaya Moazzin Azan kehte kehte,Kisi kafir ne jo poocha ke ye kya hai maheena,
Sharm se paani hath se gir gaya Ramzan kehte kehte,Meri Almari me gard se aati Kitab ka jo poochha,
Mai gaddh gaya Zameen me Quraan kehte kehte,Ye sun ke chuppi saadh li “Iqbal” uss ne,
Yun laga jaise ruk gaya wo mujhe haiwaan kehte kehte.A silent message for Ummah by:
Dr. Allama Iqbal
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Goongi ho Gai aaj kuch Zubaan kehte kehte: Dr. Allama Iqbal
Related Posts:
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Aur Baaz log kehte hai ke wo Allah par Imaan Laye magar dil… *Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim* "Aur Baaz log Aise bhi hai jo (Zaban se to) kehte hai ke Hum Allah par aur Qayamat par Iman Laye , Hala ki Woh Dil se Iman nahi Laaye" - (Surah Baqraah: Aayat 8) *बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम* "और बाज़ लोग ऐसे भी हैं जो (ज़बान से तो) कहते…
- Allah se kare Door to Taleem bhi Fitna : Dr. Allama Iqbal Allah se kare Door to Taleem bhi Fitna Allah se kare Door to Taleem bhi Fitna,Imlaq bhi, Aulad bhi Jagir bhi Fitna.Nahaq ke liye Uthey to Shamsheer bhi Fitna,Shamsheer hi kya Nara-e-Taqbeer bhi Fitna.📕 Dr. Allama Iqbal ✦ WAJAHAT: Allah se Door Karne waali Tamam Cheeze Insan ke liye Fitna…
- Wo Mu'aziz They Zamane Me Musalman Hokar Wo Mu'aziz They Zamane Me Musalman Ho kar, Aur Tum Khwar Ho chuke hai Tareek-e-QURAN Ho kar. - Dr. Allama Iqbal # Wajahat: Sahaba ko Allah ne uruj ata kiya jab unohne Qurano Sunnat ko thaam liya. . aur aaj hum dardar ki thokre mehaz is liye kha rahe, kyunki…
- Zubaan (Languages) Ka Ikhtelaaf Allah Ki Nishani .... Aaj Zubaan(Languages) Ke Naam Par Kya Kuch Fitney Nahi Hotey Ye Hum Sab hi Dekh Rahe Hai ,.. *Mulk Todey Jaate Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Falah Zubaan Bolney Wale Unchey Aur Falah Wale Niche ,.. *Riyasate Baati Jaati Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Log Ikhtelaaf Karte Hai…
- Jab Banda koi Nek Amal pabandi se karta rehta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, wo kehte hain maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko ek ya do baar hi nahi balke mutaddad baar ye kehte huye suna Ke: "Jab banda koi Nek Amal (pabandi se) kar raha ho, phir koi Bimari ya safar usey mashgool…
- Roze ke Niyat ki Galat Dua se bachey Sehri (Roza Rakhne) ki Niyat ki Galat Dua se bachiye. kyunki is dua ka matlab hota hai ke "Mai Roza rakhne ki Niyat karta hu Kal ka." jabki hum aajke Roze ke liye kar rahe hote hai.
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Neki Ka Hukm Dena aur Burayi se Rokna Farz hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Abdullaah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaaya : "Allah ne mujhse pehle Kisi Ummat mein jitne bhi Nabi bheje, unki Ummat mein se unke kuch Hawaari aur Saathi hote they jo unki Sunnat par chalte aur unke Hukm…
- 786 ki Haqeeqat Dar-haqikat 786 ke kayi maaney hotey hai. Dour-e-Jahalat me Arbo me ek tareeka hua karta tha jisey "Abjad" kehte hai. Ismey Arbi ke Alfazo me kuch Numbers lagatey they, jaise ke Alif = 1, Ba = 2 ... in gintiyon ko milakar yeh log faal khola karte they. Jaise misal…
- Interest Free Bissi ya Baitul Maal Chalane ka Aasan Tariqa Sood se kaise bache , Interest Free Bissi kya hai, Baitul Maal kise kehte hai, tafsili jankari ke liye is mukhtsar si video ka mutala kare aur isey jyada se jyada logon tak pohchane me humara tawoon farmaye. JazakAllahu Khairan Kaseera.
- Zubaan Haiwaano Ke Moonh Me Bhi Hoti Hai .... Har Haal Me Baate Tameez Se Aur Aitraaz Daleel Se Kiya Karo. QyunKi Zubaan Tou Haiwaano Ke Moonh Me Bhi Hoti Hai, Magar Wo Ilm Aur Saleeqe Se Mahroom Hote Hai. -@[156344474474186:]www.ummat-e-nabi.com/home
- गुलामो का ये कहना के नाकिस है ये किताब, सिखाती नहीं हमे… Gulaamo ka ye kehna ke naqees hai ye kitaab (Quran), Sikhaati nahi hume Gulaami ke usool: Dr.Allama Iqbal दुनिया परस्ती के फ़ितनो में मुब्तेला होकर अल्लाह की नाजिल करदा किताब (कुरान) से दूरी इख़्तियार करने वाले बाज़ मुसलमानों का नजरिया बयांन करते हुए डॉ.अल्लामा इकबाल अपने अशार में कहते है…
- Jannati Koun ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! Hum Emaan Laa Chuke Iss Liye Hamare Gunaah Muaf Farma Aur Hume Aag Ke Azaab Se Bacha. Jo Sabr Karne Wale Aur Sach Bolne Waale Aur Farmabardari Karne Waale Aur Allah Ki Raah Me Kharch…
- Kya Kurta Paijama Islami Aur Pant-Shirt Gair-Islami Libas… Aksar Logon Me Is Mouju Ko Bhi Badi Tassub Ki Wajah Paya Jata Hai Ke – “Janab Aap Tou Badi Deen Ki Baate Karte Ho Lekin Pant-Shirt Pehente Ho Jo Ki Sunnat Se Sabit Nahi ..” - Tou Aayiye Dekhte Hai Ke Iski Hakikat Kya Hai ? *Sabse Pehli Baat…
- Haj aur Umrah ki Fazilat - Hajj Ittehad ka Markaz by Adv.… Hajj Ki Fazilat In Urdu, Umrah Ki Fazilat In Urdu, Islam Main Hajj Ki Ahmiyat, Hajj Kya Hai In Urdu, Hajj Kise Kehte Hai In Urdu, Hajj Ka Masnoon Tareeqa In Urdu, How To Perform Hajj Step By Step In Urdu, Umrah Kis Par Farz Hai In Urdu, Umrah Ke…
- Gusl ke Haalat Aur Aqsaam... Wajoob Ghusl ki Haalat ko haalat-e-Janaabat’ kehte hain. Jis insaan par Gusl Waajib ho wo Jumbi kehlata hai. Jumbi Gusl karne se pehle Na tou Namaz ada kar sakta hai aur Na hi Ka’abe ka Tawaf kar Sakta hai. Mudarja zel Halato’n me musalman Mard aur Aurat par Gusl karna…
- Ye Wo Log Hongey Jo Allah par Mukammil Tawakkul Rakhte they… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai , Mujhe Jibrayeel (Alahi Salam) ne Jannat me ek bada Mahal dikhaya, jab mai usme dakhil hone laga tou mere sath meri ummat ke 70 hazar log dakhil ho gaye jo bagair hisab kitab ke jannat me jayenge ,. Sahaba…
- Paani Pilaney Ka Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Kehte Hain Ke, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas Ghum Raha Tha Aur Pyaas Ki Vajah Se Marney Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki Ek Zaniya Aurat(Zinaakar) Ne Iss Ko Dekh Kar Apna Juta(Shoe) Utaar…
- Bhai ke liye Ghaibana Dua qabool hoti hai ✦ Hadith Roman Urdu: 1). Abu Darda (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ”Jab koi apne bhai ke liye (ghaybane) me dua karta hai to farishte ameeen kehte hain aur kehte hain : tere liye bhi isi jaissa ho.“ -Sunan Abi Dawud 1534-Sahih 2). Abu…
- Iddat meaning in Hindi: Bewah Aurat Ke Liye Iddat ke Ehkam Iddat kise kehte hai ? Iddat us zamane (waqt) ko kehte hai jis me Aurat ke liye dusra Nikah kerna jaiz nahi hota, aur aisa waqt Aurat par 2 wajah se aata hai ya tou Uska Shohar us ko Talaq dede, ya fir dusra ye ke Uska Shohar Inteqal kar…
- Rashk Kin Insano Par Hona Chahiye ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Rashk Do Hi Insano Par Hona Chahiye - ∗ (1). Jise Allah Ne Quraan Ka Ilm Diya Aur Wo Iss Ke Sath Raat Ki Gehrayion Me Khada Ho Kar Namaz Parhta Raha. ∗ (2). Jise Allah Ne Maal Diya Aur Wo…
- Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
- Haq Baato Ki Pairwi Sab Par Lazim Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Ko Sadqa-e-Fitr Ki Hifazat Ke Liye Mukarrar Farmaya! Abu-Hurairah (RaziAllahu Anhu) Raat Bhar Uss Maal Ki Hifazat Farmate Rahe ,.. *Ek Raat Ek Chor Aaya Aur Maal Churane Laga! Abu Hurairah Ne Usey Dekh Liya! Usse Pakad…
- Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Hath se Hadees Of The Day Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Hath se Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Haath se Dusre Musalman Mahfooz Rahe.” 📕 Sahih Bukhari: 6484 Allah Humen Ek Dusre ki Izzat aur Ahetraam Karne ki Taufeeq ata farmaye.…