Search Result for: Emaan

Showing 40 of 42 Results

Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye

01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183

Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho

Aaj ki Aayat | Verse Of The Day Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho Allah Taala ka farman hai ke: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Jo Shakhs Shaitani Qadmo ki pairwi kare to Behayayi aur […]

Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees

Hadees of the Day Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe […]

Surah Ikhlas ki Fazilat aur Mukhtsar Sa Taruf

Surah Ikhlas ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ قُلْ هُوَ اللَّـهُ أَحَدٌ﴾ 1 ﴿اللَّـهُ الصَّمَدُ﴾ 2 ﴿لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ﴾ 3 ﴿وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ﴾ 4 ﴿ “Aye Nabi (ﷺ)! Aap Keh […]

Allah ke Qalaam ki Pairwi karo

Aaj ki Aayat | Verse of the Day Allah ke Qalaam ki Pairwi karo ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Aye Nabi (ﷺ) ! Keh do ke Logon Mai Tum Sab ki taraf […]

BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai

۞ Hadeese Nabwi (ﷺ) BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai Allah ke Rasool (ﷺ) ka farmane haq hai ke, “Acha Gumaan Acchi Ibadat se hai.” 📕 Abu Dawood, J-4, 4993 “BaddGumani se […]

Haaji Ka Laqab Lagana Kaisa ?

✦ Sawaal: Apne Naam ke aagey ‘Haaji‘ ka Laqab lagana kaisa? – Jawab: Hajj ek aisi ibadat hai jo har Sahibe Istehat Musalmano par farz hai, lekin Hajj ki Niyat […]

Ramzan ki Fazilat: Part 1

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah ke Naam se Shuru jo nihayat maherbaan aur rahem wala hai. Tamam tareefe uss Allah Azawazzal ke liye jo tamam zahaano ko banana wala aur usey […]

Dua Zikr-Azkar

۞ Dua list ۞ Zikr ki fazeelat Neend se bedaar hote waqt ke Azkaar Baitul khala mein daakhil hone ki dua Baitul khala se nikalne ki dua Subah aur Sham […]

Zikr Azkar ki Fazilat

Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.❞ [Al-Baqra:2:152] […]

Halaal Rozi Haasil karna Farz hai

✦ Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna […]

Tawheed aur Shirk (Part 3)

✦ abu talib, abu lehab aur abu jehal ka hashr 1. Abu Talib: Aap wo Shakhssiyat hai jo kisi taruf ki mohtaz nahi. har seerat ka talibe ilm Abu Talib […]

Sunnat Ki Ahmiyat : Part 10

Allah Rabbul Izzat Quraan me ek Jagah farmata hai: ۞ Al-Quraan ۞ “Aye Emaanwalo ! Ita’at Karo Allah ki aur Uskey Rasool ki, Aur Ita’at karo Unki Jo Ulool Amr […]

Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ?

» Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke – ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek […]

Tawheed aur Shirk ki Haqeeqat

Content TAWHEED Tawheed-e-ruboo’biat Tawheed Ulu’hiat Tawheed Asma’sifaat SHIRK Shirk ke Nuqsanat Shirk Karne wale ko Uske Nek Aamal fayda nahi denge Kya Musalman bhi Shirk kar sakta hai? Kya Qabr-Parasti […]

Waswasao Ka Bayan ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Kuch Sahaba Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Hazir Huey Aur Aap Se Puchne Lage Ke Hum Apne Dilo […]