Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua de Sakta hai?

Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua de Sakta hai?

Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui bad’dua lagti hai ? janne ke liye is mukhtasar se video bayan ka mutala kare.

3 din se zyada narazgi hadees in urdu

Apne Musalman Bhai se 3 Din se Zyada Naraz naa rahey

3 din se Zyada Narazgi Hadees in Roman Urdu | Hadees: “Kisi Musalman ke liye ye Jayez Nahi ki Apne Bhai se 3 Din se Zyada Narazgi ki Wazah se Baat Chit Karna Chhor de.” [Sunan Abu Dawood, Hadith 1483]