Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara
Hadees: Mikdam Ibn Madikarab (R.A) se riwayat hai ki,
Maine RasoolAllah (ﷺ) ko yeh farmate huye suna ki –
“Aadmi (Insan) ne Pait se Jyada Buraa koi Bartan nahi bhara. Ibne Aadam ko Chand Luqme Kaafi hai Jo Uski Peeth Ko Sidha Rakhe Agar Jyada Khana Zaruri ho tou Tihaai Pait Khane ke liye, Tihaai Paani Ke Liye aur Tihaai Saans Ke Liye..”
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.