Ramadan Day 29 | Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle… Ramadan Hadees: Day 29 Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle Nikalne ka Hukm ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: "Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz ke liyejaane se pehle pehle Nikalne ka Hukm diya." 📕 Sahih al-Bukhari 1509
Ramadan Day 11 | Khajur se Iftar kare aur Khajur na… Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai." [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]
Hasad sirf 2 Baaton me Jayaz hai Hasad kaha Jayaz hai? Abdullah Bin Mas'ud (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllahu (ﷺ) ne farmaya - "Hasad Sirf Do Baato me Jayaz hai." Ek tou Uss Shakhs ke Baare me Jisey Allah Ta'ala ne Doulat di ho aur wo Uss Doulat ko Raahe Haq me Kharch kare aur Dusra Uss Shakhs ke baare me Jise Allah Ta'ala ne Hikmat di ho aur Wo Uskey Jariye Faisley Karta ho aur Logo ko uski Taalim deta ho." 📕 Sahih Bukhari, Hadees#73
Allah sabse Zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Hadith : Allah Subhanahu sabse zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Abu Dhar Radi Allahu Anhu se rivayat hai, RasoolAllah ﷺ ne farmaya : "Qayamat ke din ek Admee ko laya jaega aur kaha jayega uske chote chote Gunah Uske samne pesh karo wo gunah uske samne laye jayenge jabki bade gunah us sey chupaliye jayenge. kaha jayega tuney falah falah din ye kaam kiya tha wo Iqrar karega, inkar Nahi karega aur bade Gunah se darr…
Ramadan Day 9 : Roza ek Dhaal hai 9th Ramadan Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.❞ [Sahih Bukhari 1904]
Ramadan Day 7 : Ramzan me Umrah karne ki Fazilat 07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa… Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne Maal ka Sadqa le kar Niklega aur koi Usey Qubool karney wala nahi payega. Jiskey paas Sadqa le kar jayega Wo ye Jawaab dega kiAgar Tum Kal Usey laye hotey tou Mai Qubool kar leta Aaj tou Mujhe uski Jaroorat…
Gharwalo par Kharch Karna bhi Sadqa Karne ke barabar Sawaab Gharwalo par Kharch Karna bhi Sadqa Hadees: Abu Masud Al-Ansari (R.A) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jab Musalman Apney Gharwalon par Allah ka Hukm Ada Karney ki Niyat se Kharch Karey tou Usmein bhi Usey Sadqey ka Sawaab Milta Hai." 📕 Sahih Bukhari, Hadees 5351
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Ramadan Day 17 | Ramzan aur har Maah ke 3 Roze ki Fazilat Ramadan Day 17 ✦ Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝ Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko ....
Chipakar Sadqa karne ki Fazilat ... Chipakar Sadqa karne ki Fazilat Jo Banda Chipakar Sadqa Karta Hai Wo Qayamat Ke Din Allah Ke Saye me Hoga HADITH Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shaks itne khufiya taur par sadqa karta hai ke us ke ulte haath ko bhi pata nahi chalta ke us ke seedhe haath ne kya diya hai (to wo Qayamat ke din Allah Ta'ala ke saye me hoga)." [ Sahih Bukhari 1423 ] AL-QURAN Allah Ta'ala Qur'an me farmata hain: "Agar tum Sadqe…
Ramadan Day 28 | Namaz-e-Eid se pehle diya hua… Ramadan Hadees: Day 28 Namaz-e-Eid se pehle diya hua Sadqa-e-Fitr Qabool hua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uskaSadqa maqbool hua, aur jo namaz ke baad ada kare touaam Sadqe mein se ek Sadqa hai." 📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan
Eid-Ul-Fitr Mubarak ♥ Asssalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu !! Umma-e-Nabi.com Team Ki Janib Se Aap sabhi Hazrat ko Eid-Ul-Fitr Mubarak Ho.. *Allah Rabbul Izzat Iss Mubarak Din Ke Sadqe Hum Tamam Ki Magfirat Ata Farmaye,*Hume Apne Ibadato Ko Riyaakari Ke Fitno Se Paak Rakhne Ki Toufiq Ata Farmaye,*Hum Tamam Ko Beshumar Ilm Aur Amal Ki Toufiq Ata Farmaye.. *Tamam Sahibe Qabr Ko Azaab-e-Qabr Se Nijat Ata Farmaye, *Unki Magfirat Ata Farmaye,*Aur Unhe Jannatul Firdous Me Aala Maqam Ata Farmaye.. *Jab Tak…
Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]