Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!

6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat

6 Baato ki Amaanat aur Jannat ki Zamanat Hadith

6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat

Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya –

“Tum Apni taraf se Mujhe Chhe (6) Baato ki Zamanat de do,
Mai Tumhe Jannat ki Zamanat deta hoon.”

(1). Jab Baat karo tou Sach Bolo,
(2). Jab Wadaa karo tou Poora Karo,
(3). Jab Tumhare Paas koi Amanat rakhe tou Uske Maangne par Wapas Do,
(4). Apni Sharmgaaho ki Hifaazat karo,
(5). Apni Aankho ko Niche rakho. (Gair Galat Cheeze dekhne se bacho),
(6). Apne Haatho ko (Zulm se) roke raho.

📕 Ibn Habban : 271
📕 Ahmad : 5/323
📕 Haakim : 4/358,359


Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish

Subscribe to get the latest posts sent to your email.




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now
Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!

Comment

0 thoughts on “6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *