Har Haal Me Baate Tameez Se Aur Aitraaz Daleel Se Kiya Karo.
QyunKi Zubaan Tou Haiwaano Ke Moonh Me Bhi Hoti Hai,
Magar Wo Ilm Aur Saleeqe Se Mahroom Hote Hai.
–@[156344474474186:]www.ummat-e-nabi.com/home
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Zubaan Haiwaano Ke Moonh Me Bhi Hoti Hai ….
Related Posts:
- Zubaan (Languages) Ka Ikhtelaaf Allah Ki Nishani .... Aaj Zubaan(Languages) Ke Naam Par Kya Kuch Fitney Nahi Hotey Ye Hum Sab hi Dekh Rahe Hai ,.. *Mulk Todey Jaate Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Falah Zubaan Bolney Wale Unchey Aur Falah Wale Niche ,.. *Riyasate Baati Jaati Hai Zubaan Ke Naam Par ,. *Log Ikhtelaaf Karte Hai…
- Khush-haal logon ki tarah Na-shukri karne se bacho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Asma Bint yazeed Ansaria (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ke, wo kehti hain ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) mere paas se guzrey, aur mai apni saheliyon ke saath baithi thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne hamein salaam kiya aur farmaya: "khush-haal logon ki tarah na-shukri karne se…
- Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko…
- Nijat ka Matlab | Jo Khamosh Raha Usne Nijat Paai Nijat / Najat / Najaat ka Matlab ۞ Hadees: Uqba Bin Aamir (R.A.) farmate hai, Maine Arz kiya "Ya Rasool'Allah (ﷺ) ! Najaat kya hai?" Aap (ﷺ) ne farmaya : "Apni Zubaan ko Boori Baato se Roke Rahna Nijat hain." Tirmizi Sharif ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hain: “Jo…
- Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Hath se Hadees Of The Day Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Hath se Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Musalman Wo hai Jis ki Zubaan aur Haath se Dusre Musalman Mahfooz Rahe.” 📕 Sahih Bukhari: 6484 Allah Humen Ek Dusre ki Izzat aur Ahetraam Karne ki Taufeeq ata farmaye.…
- Musalman Wo Hai Jis Ke Haath Aur Zubaan Se .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Musalman Wo Hai Jis Ke Haath Aur Zubaan Se Dusrey Musalman Mehfooz Rahe.." - (Muslim Shareef) » Wajahat: Aaj kitney Musalmaan hai jo ye Gawahi de ke Mai dusre Musalman ke Sharr se Mehfuz hu ,.. Illa-Masha'Allah bohot kum Musalman honge…
- Musalman Wo Hai Jiski Zubaan aur Haath Se Dusre Musalman… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) Se Riwayat Hai Ki Rasoo'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Musalman Wo Hai Jiski Zubaan Aur Haath Se Dusre Musalman Bachey Rahey Aur Muhajir Wo Hai Jo Unn Kaamo Ko Chor De Jinhe Allah Ta'ala Ne Manaa Farmaya.." - (Sahih al-Bukhari, 10) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबुद्ल्लाह…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz…
- Bacchon Me Naql Karne Ki Khubi Hoti Hai ..... ♥ Haq Baat: Bacchon Ke Saamne Aisi Koi Harkat Na Karo - Jis'se Bachche Ke Akhlaaq Kharaab Ho, Kyun Ki Bacchon Me Naql Karne Ki Adat Wa Khubi Hoti Hai ...
- Insan Ki Fitrat Uss Ke Chote Chote Kamon Se Zahir Hoti .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Insan Ki Fitrat Uss Ke Chote Chote Kamon Se Zahir Hoti Hai, Qyunki Badey Kaam Wo Hamesha Soch Samaj Ke Aur Mansuba Bandi Ke Sath Hi Karta Hai." - Hazrate Imaam Hasan (RaziAllahu Anhu)
- Allah Ke Rasool(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Haq Bayan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn-e-Umar (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ki, Mai Jo Kuch Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sunta Tou Yaad Rehne Ki Garaj Se Usey Likh Liya Karta Tha,.. Quraish Ne Mujhe Manaa Kiya Ki Har Baat Jo Tum Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sunte Ho Likh Lete Ho !!!…
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Zubaan Aur Sharmgaah Ke Gunaah Se Mehfuz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Jis Bandey Ko Allah Ta'ala Ne Zubaan Aur Sharmgah Ke Gunaah Se Mehfuz Kar Liya, Wo Jannat Me Jayega" - (Bukhari & Muslim Sharif) *Note: Basharte ke Allah Par Uss Tarah Imaan…
- Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Hadees of the Day Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Khade ho kar Namaz padha karo, Agar Uski bhi Taaqat na ho to Baith kar aur Agar uski bhi na ho to Pehlu ke Bal Let kar padh lo.” 📕 Sahih Bukhari: 1117
- Azaad Kaun: Be Pardah Ya Ba Pardah ? .... » Jawaab: Be-Pardah Dar'asl Hamesha Khauf Me Ghiri Rahti Hai Ki, Koi Usey Gandi (Buri Shahwat Wali) Nazar Se Dekh Tou Nahi Raha, Kahi Koi Uski Izzat Par Hamla Na Kar De, Shaitaani Waswason Me Khud Hi Giraftar Hoti Hai, Bazar, Office, Raste Me Azaadi Kahin Nahi. Lekin Ba-Pardah Allah…
- Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim! "Momino ! Shaitan Ke Qadmon Par Na Chalna. Aur Jo Shakhs Shaitaan Ke Qadmon Par Chalega Tou Shaitaan Tou Be-Hayaee Ki Baate Aur Burey Kaam Hi Batayega. Aur Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti Tou Ek Shakhs Bhi Tum Me Paak…
- Fazar Se Isha tak Har pal Azan ..... Fajar Ki Azan Sab Se Pehle Indonesia Se Shuru Hoti Hai Aur Phir » Sumatra » Malaysia » Dhaka » Sri Lanka » India » Pakistan » Afghanistan » Musqat » Saudia » Kuwait » Dubai » Yemen » Iraq » Iran » Istanbul » Tarabils » Libya » America…
- Acchayi aur Buraayi barabar nahi hoti, tum buraayi ko… “Acchayi aur Buraayi barabar nahi hoti, tum buraayi ko acchayi se door karo.” 📕 Al-Quran 41:34
- Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat…
- Roze ke Niyat ki Galat Dua se bachey Sehri (Roza Rakhne) ki Niyat ki Galat Dua se bachiye. kyunki is dua ka matlab hota hai ke "Mai Roza rakhne ki Niyat karta hu Kal ka." jabki hum aajke Roze ke liye kar rahe hote hai.
- Dua ka Tarika, uske Conditions aur Fazilat by Adv Faiz Sayed Aajkal humare muashre me Dua ke talluk se beshumar galatefehmiya paayi jati hai ke Allah humari dua nahi saunta, meri to dua kabhi kabool hi nahi hoti, fala aur fala,.. tou aaiye dua ke kya aadaab (conditions) hotey hai, Dua kaisi mangi jaye, kin mouko par dua jaldi qabool hoti…
- Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki, "Uski Naak Khak Aaluda Ho!!" Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, "Kiski Ya Rasool'Allah!! " Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, "Uski Jisney Burhe Maan Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya…
- Deen Roshni Hai Aur Duniya Saaya ..... » Deen Aur Duniya « Misaal : Jab Kisi Insan Ke Aage Roshni Hoti Hai Tou Uss Ka Saaya Peeche Aata Hai Aur Jab Roshni Peeche Hoti Hai Tou Uska Saaya Aage Aata Hai. Deen "Roshni" Hai Aur Duniya Saaya. Deen Ko Aage Rakhenge Tou Duniya Khud Peeche Aayegi Aur…
- Hamesha Burayi Ko Rokne Ki Koshish Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Insan Kisi Burayi Ko Dekhe Tou Usey Hath Se Rok De, Agar Hath Se Rokne Ki Taaqat Na Ho Toh, Zubaan Se Roke Aur Agar Aisa Bhi Na Kar Sake Tou Uss Burayi Ko Dil Me Bura Samjhe Ye…