۞ Hadees: Buzurg Musalman ki Izzat karna… ۞ Hadees: Hazrat Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah )SallAllahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "Allah Subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki Safaid baalo wale Musalman (yaani Buzurg) ki Izzat ki jaye aur Quran…
Islamic Quiz 181 : Woh Kounsi Surah hai… Woh Kounsi Surah hai jiski Ek hi Aayat mein Allah Subhanahu ke 9 naam liye gaye hain? | A Surah Aal-e-Imran, B Surah Al-Hashar, C. Surah Baqrah, D Surah Anbiya
Allah sabse Zyada Raham karne wala aur… Hadith : Allah Subhanahu sabse zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Abu Dhar Radi Allahu Anhu se rivayat hai, RasoolAllah ﷺ ne farmaya : "Qayamat ke din ek Admee ko laya jaega aur kaha jayega uske chote…
Hadees: Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Hadees: Aaisha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse se Zyada Barqat wala Nikah woh hai, jisme Mehnat, Mashaqqat aur Kharch kum ho." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 24529
Islamic Quiz 203 : Wo Kounsa Gunaah tha… Wo Kounsa Gunaah tha Jiski wajah se Allah Rabbul Izzat ne Looth (A.S) ki Qoum ko Halaaq kiya? | Options Are: A. Zina, B. Sood Khori, C. Lawatat (Homo-Sexuality)
Momino me se Kamil tareen Momin woh hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummeha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hain Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Momino Me Se Kamil Tareen Momin Woh Hai Jo Behtareen Akhlaaq Ka Maalik Hai. Aur Apne Ahl-O-Ayal Ke Saath Nihayat Narm Hai.” - (Tirmidhi As-Sunan,…
Jo log Sood khate hai woh Qayamat me pagal… Jo log Sood khate hai woh Qayamat me pagal ho kar uthenege Allah Taala Quran me farmata hai: "Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana…
Islamic Quiz 221 : Sabse jyada Izzat kis… Islamic Quiz 221 : Sabse jyada Izzat kis Musalman ki hai? | Options Are: A. Arab ke Musalman, B. Misr ke Musalman, C. Turki ke Muslaman, D. Taqwe wale Musalman
Kaun se Sadqe ka Sawab sabse Zyada hai ? ✦ Hadees: Kaun se Sadqe ka Sawab Zyada Hai ? Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Unhone farmaya, “Ek shakhs Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kehne laga ‘Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! Kaun se Sadqe ka Sawab…