Ramadan Day 2 : Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat se Ramzan ke sare Roze rakhe

02nd Ramzan | Jisne Imaan ke Saath Sawab ki Niyat se Ramzan ke sare Roze rakhe uske pichle saare Gunaah Muaf [Hadith: Sunan Ibn Majah; 641]

Ramadan Hadees: Day 02

Ramzan ke sare Roze rakhne ka Sawab

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Abu huraira (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

❝Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge.❞

📕 Sunan Ibn Majah, 641-Sahih



✦ हिंदी हदिस ✦

अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की,
रसूलअल्लाह (सललल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया:

❝ जिसने ईमान के साथ सवाब की नियत से रमज़ान के सरे रोज़े रखे उसके पिछले सारे गुनाह बख़्श दिए जाएँगे।❞



✦ English Hadith ✦

It was narrated from Abu Hurairah (R.A) that the
Messenger of Allah peace be upon him said:

❝ whoever fasts Ramadan out of faith and the hope of reward will be forgiven his previous sins.❞

📕 Sunan Ibn Majah, 641-Sahih

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *