♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Toor Ki Qasam, Aur Kitaab Ki Jo Likhi Huee Hai Khushaada Auraaq Me, Aur Baitul Ma’mur Ki Qasam Hai,
Aur Unchi Chat Ki Qasam Hai, Aur Ubalte Huwe Darya Ki, Beshaq Tere Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega, Usse Koi Rok Nahi Sakega,
Jis Roz Aasmaan Thar-Thar Kaanpne Lagega Aur Pahaad (Apni Jagah Se) Hat Jayenge
Tou Uss Roz Shaamat Aayegi Unn Logon Ki Jo Jhootlaate They,
Jo Khel Ke Taur Par Apni Hujjat Baazi Me Lage Huwe Hai Jis Roz Unko Dozakh Ki Aag Ki Taraf Dhakke De De Kar Laayenge Yahi Woh Dozakh Hai Jisko Tum Jhuootlaaya Karte They.
Tou Kya Yeh Jaadu Hai Ya Tumko Nazar Nahi Aata, Uss Dozakh Me Jao Phir Sabr Karo Ya Na Karo Tumhaare Liye Yaksaan Hai Jo Tum Karte They Uska Badla Tumko Diya Jayega.
Jo Allah Se Darne Waale Hai Woh Baaghon Aur Neymato Me Hongey
Jo Unko Unke Rab Ne Ata Kiya Woh Unpar Raazi Honge, Aur Unke Rab Ne Unko Dardnaak Azaab Se Bacha Liya”.
– (Sureh-Toor: Aayat 1-18)
Home / Qayamat ki Nishaniyan / Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega …..
Related Posts:
- Haq Baat Chupane Wale Ke Liye Dardnak Azaab ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshak Jo log Kitab Allah Ki Bato Ko (Jinko Allah Ne Nazil Farmaya Hai) Chupatey Hai Aur Usey Thodi-Thodi Keemat Par Baichtey Hai Yakeen Jano Unke Liye Dardnaak Azaab Hoga.." - (Surah Al-Bakarah Ayat:174) Allahu Akbar ! ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez!! Allah Ta'ala Hume Har Haal Me…
- Halaqat Ka Bhawar Na'haq Khoon Karna Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Koi Kisi Momeen Ko Jaan Boojh Kar (Intentionally) Qatl Karey Uski Saza Dojakh Hai Jismein Wo Hamesha Rahega Uss Par Allah Ka Ghazab Aur Uski Lanat Hai Aur Allah Ne Uskey Liye Bada Azaab Tayyar Kiya Hai". - (Surah An-Nisa (4), Ayat-93) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Unn Logon Ko Dardnaak Azaab Ki Khushkhabri De Do ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Beshaq Jo Log Allah Ki Aayato Se Inkaar Kartey Hai Aur Nahaq Paigambaro Ko Qatl Kartey Hai Aur Unn Logon Ko Bhi Qatl Kartey Hai Jo Inhe Insaaf Karne Ka Hukm Karte Hai Tou (Aye Rasool!) Tum Unn Logon Ko Dardnaak Azaab Ki Khushkhabri…
- Jo Paak Daman Aurton Per Badkari Ki Tohmat Lagaye .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Parhezgar aur Burey Kamo Se Be-Khabar Aur Emaandaar Aurton Per Badkari Ki Tohmat Lagate Hain, Unn Per Duniya aur Akhirat Me Lanat Hai. aur Unn Ko Sakht Azaab Hoga.." - (Surah An-Noor : Ayat-23)
- Momino Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Allah Aur Uskey Rasool (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ke Hukm Par Chalo Aur Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna Ke Aisa Karogey Tou Tum Buzdil Ho Jaogey Aur Tumhara Iqbaal Jaata Rahega Aur Sabr Se Kaam Lo. Ke Allah Sabr Karne Walon Ka Madadgaar Hai".…
- Jisne Zeher Peekar Khudkhushi ki woh Jahannum me usey… ✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Zehar peekar Khudkhushi ki, Uss ke Haath me Zehar hoga aur woh Jahannum me usey humesha peeta rahega.❞ - Sunan Abu Dawud 3872 - Sahih
- Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabre Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai",…
- Jo Log Sona Chandi Jama Karte Hai aur .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Sona-Chandi Jama Karte Hai Aur Usey Allah Ki Raah Me Kharch (Zakaat/Sadqa) Nahi Karte Unhe (Aye Rasool Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Dardnaak Azaab Ki Khush-Khabri Suna Do.." - [Surah (9) Taubah : Aayat-34]
- Qayaam Se Rokne Wala Sabse Bada Zaalim ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Uss Se Badhkar Kaun Zalim Hoga Jo Allah Ki Masajidon Me Uska Naam Lene Se Mana Kare, Aur Unko Veeraan Karne Ki Koshish Kare, Aisey Logon Ka Haq Nahi Ki Inn (Majid) Me Dakhil Ho Magar Darte Huye, Unkey Liye Duniya Me Bhi Zillat…
- Jannati Koun ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! Hum Emaan Laa Chuke Iss Liye Hamare Gunaah Muaf Farma Aur Hume Aag Ke Azaab Se Bacha. Jo Sabr Karne Wale Aur Sach Bolne Waale Aur Farmabardari Karne Waale Aur Allah Ki Raah Me Kharch…
- Jhoota Khwab Sunaane Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisney Aisa Khwaab Sunaaya Jo Usney Nahi Dekha Tou Allah Usey Jow Ke 2 Daanon Me (Qayamat Ke Din) Gaanth (Knot) Lagaane Ko Kahega, Lekin Wo Aisa Nahi Kar Sakega (Isliye Sazaa Paata Rahega) ,.. *Aur Jo Logon Ki Baatein Sun'ne…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Koshish Kinn Logo Ki Kaqbool Hogi ? .... Allh Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Irshad Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Shakhs Duniya Chahta Ho Tou Hum Usey Jis Qadar Chahtey Hain Jitna Chahte Hain Jaldi De Dete Hain, Phir Uskey Liye Jahannam Tayyar Kar Rakhi Hai Jisme Wo Zaleel Aur Khawar(Disgraced And Rejected) Hokar Rahega.…
- Jis Qoum Me Khayanat Ka Baazar Garm Hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Qoum Me Khayanat Ka Baazar Garm Hoga Uss Qoum Me Allah Ta'ala Dushman Ka Khauf Aur Dahshat Faila Dega, Jis Mua'ashare Me Zinaa Ki Waba Aam Hogi Woh Fanah Ke Ghat…
- Paanch (5) Waqt Ke Namazo Ki Misaal ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Ek Din Irshad Farmaya - "Batlaao! Agar Tum Me Se Kisi Ke Darwaze Per Neher Jari Ho Jis Me Rozana Panch (5) Dafa Wo Nahata Ho Tou Kya Uss Ke Jism Per Kuch Mail Baaqi Rahega ?"…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Musibat Ke Waqt Aaraam Ki Talaash Na Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: "Musibat Ke Waqt Aaraam Ki Talaash Na Kar, KyunKi Iss Se Aaraam Tou Nahi Milega, Lekin Musibat Zarur Ziyada Ho Jayegi." - Imaam Ja'afar (Rehmatulahi Alaihi)
- Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske Farmabardar Ho… Aaj Ummat-e-Muslima Me Jitney Bhi Ikhtelafat Nazar Aa Rahe Hai Uski Asal Wajah Yahi Hai Ke Nauzubillah! Humne Allah Ki Kitaab Aur Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ko Chorr Diya, Natijatan Hum Gumraahi Ke Daldal Me Fanstey Chaley Gaye,.. Aur Zalim Hukumra Humpar Musallat Hotey Rahe ,.. Mere Azeezo!…
- Zeenat Ki Numaish Par Sakht Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi". - (Abu Dawood) Aur Farmaya Ke, "Jo Aurat Gair Mardon Par Apni Zeenat Ki Numaish…
- Kiski Taubah Kabool Hogi Aur Kiski Nahi ?...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ki Baargaah Me Taubah Tou Sirf Unhi Logon Ki Kabool Hoti Hai, Jo Nadanista Buri Harkat Kar Baithe Aur Fir Jaldi Se Taubah Kar Le, Tou Allah Bhi Aise Logon Ki Taubah Kabool Kar Leta Hai. Aur Allah Tou Bada Jan'ne Wala Haakim Hai.…
- ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? Aaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun'ne Ko Milti Hai ke "Islam Khatrey me Hai ,.." Subhan'Allah !!! ... *Yaad Rakhey Jo Log Ye Kehte Hai Ke Islam Khatrey Me Hai.. Wo Bhul Jaiye Ke Islam Ko Kabhi Khatra Tha…
- Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna - "Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…