Qayamat ke Din uska Maal Zahreeley Ganje… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ki: "Jisey Allah ne maal diya aur usney uski zakaat ada nahi ki to Qayamat ke din uska Maal nihayat zahreeley Ganjey Saanp ki…
Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain: "Qayamat Ke Din Teen(3) Shakhs Arsh-e-Ilaahi Ke Saaye Me Honge, Jis Din Ke Uss Ke Saaye Ke Siwa Koi Saaya Na Hoga. Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya, "Ya Rasool'Allah!…
Hadees: Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat… Hadith: 22-April: Anas bin Malik (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟ Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye Qayamat ke din uske liye wabal hogi. 📕 Shoaib Ul Iman 10710
Islamic Quiz 323 : Har Hafte 2 din jannat… Islamic Quiz 323 : Har Hafte 2 din jannat ke darwaze khole jate hain aur un sabki maghfirat ho jati hai jo shirk na karte ho aur apne bhai ke khilaf keena na rakhte ho, wo 2 din kaunse hain?
Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz go aur… ✦ Hadith: Roman Urdu: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : "Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye tou Qayamat ke din usey dozakh ki Aag ki lagaam…
Uss Qayamat ke din se Daro ... Uss Qayamat ke din se Daro Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Us Qayamat ke din se Daro jab na koi jaan kisi jaan ke kaam aayegi." 📕 Al-Quran; Surah Baqrah 2:48
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab… Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne…
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804