Nikah Nigaah aur Sharmgah ki hifazat karta
Hadees: Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne Irshad farmaya –
“Aye Jawaano Jo Tum me se Aurato ke Hakooq (Haq) ada karne ki Taaqat rakhta hai tou wo Nikah zaroor kare, Kyunki Nikah Nigaah ko Zukaata hai aur Sharmgah ki Hifazat karata hai
Aur jo iski taaqat na rakhe tou woh Roza rakhe kyunki ye Sehwat (Wasna/Sex) ko kum karta hai.“
📕 Bukhari Sharif, Jild 3, Safa 52,
📕 Tirmizi Sharif, Jild 1, Safa 533