♥ Nayab Naseehat ♥
Mushkilat Hamesha Behtreen Logon Ke Hisse Me Aati Hai, Kyu Ke
Wo Uss Ko Bhetreen Tarike Se Anjaam Dene Ki Salahiat Rakhte Hai.
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Mushkilat Hamesha Behtreen Logon Ke Hisay ….
Related Posts:
- Behtreen Din Jumma ka Din hai Hadees of the Day | Jumma Series Behtreen Din Jumma ka Din hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Behtreen Din Jis par Sooraj Tuloo hota hai, Jumuah ka Din hai." 📕 Sahih Muslim: 854 (1976)
- Beshaq Hamesha Bandey Ki Dua Qubool Hoti Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Hamesha Bandey Ki Dua Qabool Hoti Hai,.." Jab Tak Wo Gunaah Ya Naata(Rishta) Todney Ki Dua Na Kare, Aur Jaldi Na Kare” *Logon Ne Kaha: Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! "Jaldi Ka…
- Hamesha Sach Bolo Aur Jhoot Se Bachte Raho ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Sachhayi Ko Laazim Pakdo Aur Hamesha Sach Bolo, Kyun Ki Sach Bolna Neki Ke Raaste Par Daal Deta Hai Aur Neki Jannat Tak Pahuncha Deti Hai. Aur Jab Aadmi Hamesha…
- Azmat - e - Quran by Sis. Bushra Begum Quran ki Azmat ke bare me Mohtarma Aalima Sister Bushra Begum ka Behtreen Urdu bayan, baraye meharbani isey jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. JazakAllahu khairan kaseera.
- Nayab Naseehate : Sachai Ek Kadwi Dawaai Hai ..... » Jo Shakhs Allah Se Darta Hai Woh Kabhi Badla Nahi Leta. » Hasad Karne Waala Maut Se Pehle Mar Jaata Hai. » Kisi Per Aitmaad Na Karo, Jab Tak Usay Ghussay Me Na Dekhlo. » Khushi Insaan Ko Itna Nahi Sikhati Jitna Ke Gham. » Sachai Ek Aisi Dawaai…
- Aqwal-e-Sahaba Kiram (RaziAllahu Anhu) » 1. Aise Shakhs Ko Dost Rakho Jo Neki Kar Ke Bhul Jaye. » 2. Jo Log Khudgarz Hotey Hain Wo Kabhi Achhe Dost Nahi Hotey. - (Hazrate Abu Bakar RaziAllahu Anhu) » 3. Mout Ko Hamesha Yaad Rakho, Magar Mout Ki Aarzoo Kabhi Mat Karo. - (Hazrate Umar RaziAllahu…
- Jahaa Sadaqat Aur Khuloos Nazar Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jahaa Sadaqat (Sacchai) Aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Badhao, Warna Tumhari Tanhaee Tumhari Behtreen Saathi Hai". - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Beshaq Allah Ta'ala Har Ek Ka Imtihaan Lega .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Logon Ne Ye Samaj Liya Hai Ki Sirf Itna Keh Dene Se Ki Hum Emaan Laye Hai Tou Chorr Diye Jayenge Aur Unka Imtihaan Na Liya Jayega. Aur Hum(Allah)Ne Tou Unn Logon Ka Bhi Imtihaan Liya Jo Unn Logon Se Pehle Gujar Gaye, Garaj…
- Kiski Taubah Kabool Hogi Aur Kiski Nahi ?...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ki Baargaah Me Taubah Tou Sirf Unhi Logon Ki Kabool Hoti Hai, Jo Nadanista Buri Harkat Kar Baithe Aur Fir Jaldi Se Taubah Kar Le, Tou Allah Bhi Aise Logon Ki Taubah Kabool Kar Leta Hai. Aur Allah Tou Bada Jan'ne Wala Haakim Hai.…
- Allah Ke Nazdik Sabse Zyada Pasandida Kaam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Din Unke Paas Aaye Aur Unke Paas Uss Waqt Koi Aurat Bethi Thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Pucha Ke - "Kaun Hai?" *Maayi Aayesha (RaziAllahu Anha) Boli Ke - "Yeh Falaa Aurat Hai Aur Uski…
- Kisi Ka Saaman Bina Ijazat Ke Naa Lo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Tum Me Se Koi Shakhs Apne Bhai Ke Samaan Ko (Bagair Ijazat) Na Mazaq Me Le Aur Na Hakiqat Me Le”. - (Abu Dawood) » Wajahat: Lihaza Apne Bhai Ya Kisi Ki Bhi Cheez(Saj-o-Saman) Ijazat Ke Bagair Lene Se Manaa Farmaya.…
- Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke: "(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho, Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,.."
- Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge, Tou Bajaye Logon Ka Sudhaar Hone Ke Log Aur Jyada Kharaab Honge.." - (Abu Dawood)
- Do Rukha (Daugla) Shakhs Sabse Bad'tar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Logon Me Sabse Bad'tareen Shakhs Wo Hai Jo Do Rukha (Dougla) Hai Jiska Kuch Logon Ke Samne Ek Rukh Hota Hai Aur Dusre Logon Ke Samne Dusre Rukh Se Milta Hai.." - (Sahih…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se Karo Jo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad Kare Aur Gunaaho Se Bachaye,.. - Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi Ahmiyat bhi nahi deta lekin iski wajah se Allah iskey darjaat buland kar deta hai,.. is tarah…
- Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas ,... *Allah Rabbul Izzat Quraan Me Shohar Aur Biwi Ke Rishtey Ki Misaal Bayan Karte Hue Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: “Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas”. – [Surah(2) Baqrah: Ayat-187] # Hiqmat: - Libaas Insan Ki Zeenat Badhata Hai Aur Uske Aib Chupata Hai. - Isi Tarah Shohar…
- Jiski Nigahain Azad Ho Uska Dil Ranjeeda ♥ Qaul-e-Mubarak: Jiski Nigahain Azad Ho Uss Ka Dil Ranjeeda Hota Hai, Jo Baar-Baar Azadaana Nigaah Karta Hai Wo Hamesha Hasrato Me Mubtila Rehta Hai. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”. - Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
- Nafs Ki Tamaam Bimaariyo Ki Dawaa .... ∗ Mout Ko Yaad Rakhna Nafs Ki Tamaam Bimaariyo Ki Dawaa Hai. ∗ Takabbur Karnewale Ka Sir Hamesha Nicha Rehta Hai. ∗ Aye Jannat Ke Chahnewale Jannat Basaane Aur Paane Ke Liye Sirf Aaj Ka Din Hai Kal Ka Nahi Kya Khabar Tera Inteqal Ho Jaaye. - Farman-e-Abdul Qadir Jilani…
- Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Rasool'Allah (ﷺ) Allah ke Rasool hain aur Aap ke bataye huay tariqay me hamare liye rehnumai hain. Ek aisi baat jo RasoolAllah (ﷺ) ne hum sab se farmayi thi wo hai Allah ke hukm par qayam humesha rahna hai. ۞ Hadees: Hazrate Muawiya…
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Hamesha Burayi Ko Rokne Ki Koshish Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Insan Kisi Burayi Ko Dekhe Tou Usey Hath Se Rok De, Agar Hath Se Rokne Ki Taaqat Na Ho Toh, Zubaan Se Roke Aur Agar Aisa Bhi Na Kar Sake Tou Uss Burayi Ko Dil Me Bura Samjhe Ye…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…