Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai…

Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai...

Hadith: Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Musalman ke Musalman par 5 haq hai:
Salam ka Jawab dena, Bimar ki Ayadat karna,
Janaze ke Sath Jana, Dawat Qabool Karna,
Cheenk ka Jawab dena.

📕 Sahih Bukhari; Hadees: 1240

Allah Ta’ala hum sabko yah tamam hukook ada karne ki taufik ata farmaye.
Ameen ya Rabbul Aalameen.


WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Comment

Leave a Reply

© 2025 Ummat-e-Nabi.com

Design & Developed by www.WpSmartSolutions.com