Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Bada… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya: “Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Unn Logon Jaisa Martaba Paa Leta Hai Jo Raaton Ko Ibadat Karte Hai Aur Din Ko Roze Rakhte Hai.” - (Sahih Mustadrak Haakim, 198)…
Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam "Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan ne Lipat kar Deewana Bana liya ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah se hogi ki Unhoney Kaha…
Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jhoothi Qasam ke Jarye apne samaan ki maang badhaane wale se qayamat ke din Allah Taala na baat karega aur na uski taraf Rehmat ki Nazar se…
Tanhaai me Gunah Karne Walon ka Qayamat ke… 👉 Tanhaai Me Gunah Karne Walon Ka Qayamat ke Din Anjaam ye hoga ki Allah unke Amal ko fiza me udte hue zarre ki tarah bana dega. Hadeese Nabwi ﷺ Sawban (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi ﷺ ne farmaya…
Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Koi momin Shohar apni kisi Momina Biwi se Nafrat na kare. Agar Usey Biwi ki Ek Baat Napasand hogi tou Dusri Zaroor Pasand Aayegi."…
Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna ۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmate hai: "Momin ka Muamla bhi Ajeeb Hai ke! jab ALLAH usey Neymat bakshta hai tou wo Shukr karta hai aur ispe isko Sawab milta hai aur jab Allah…
Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya : "Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai, Jab Woh Uss Me Koi Burayi Dekhta Hai Tou Uss Buraayi Ki Islah Kar Leta Hai.” -…
Islamic Quiz 253 : Kounsa Momin Afzal hai? Kounsa Momin Afzal hai? | Options are: A. Kasrat se Nafeel Namaz Padhne Wala, B. Kasrat se Nafeel Roze Rakhne Wala, C. Kasrat se Khairaat karne Wala, D. Acche Akhlaaq Wala
Momin Par Lanat Bhejna Qatl Karne Ke Barabar Hai Momin Par Lanat Bhejna Qatl Karne Ke Barabar Hai Hadees: Thabit Bin Ad-Dahhak (R.A) Se Riwayat hai, Ki RasoolAllah (ﷺ) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Apney Nafs Ko Kisi Cheez Se Halak Karey Wo Dojakh Me Usi Cheez Se Azab Diya…
Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa" *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: "Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. " - (Tabarani: Chapter-'Ikramul Muslimeen') *Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat…
Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai ❝ Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai aur Tum me behtar woh hai Jo apni Aurto ke Haq me Acchey hai.❞ Roman Urdu: Hadis-e-Nabwi ﷺ Tirmizi, Jild: 1, Page: 595 ❝ बेहतरीन अखलाख वाला सबसे कामिल मोमिन है…
Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz… Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bhugz (nafrat) na rakkhe, kyunki agar Us sey uss ki koi Aadat Napasand hai tou koi dusri…
Momin Aurto se keh do Woh Apni Nigaahein… Momin Apni Nigaahein nichi rakhe ‟Momin Aurto se keh do ke woh Apni Nigaahein nichi rakhe aur apne Sharmgah ki hifazat kare aur apni Zeenat ko kisi par Zaahir na kare." 📕 Surah Noor 24:31
Wo Mushrik kehlaye is Amal par tou Hum… Wo Mushrik kehlaye is Amal par tou Hum Momin kaise ? Mushrikane Makka ki Asal jo Kamjori thi, Asal Jo Unka Shirk tha Wo Tauhid Al-Ibada thi, Ibadat me wo Allah ke siwa Dusro ko bhi Shareek kiya karte they.…
Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Ek Momeen dusre Momin ke liye Imarat ki tarah hai, Uska ek hissa dusre hisse ko Quwwat pahuchata hai." 📕 Sahih Muslim, Hadees 2556
Related Posts: