Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Bada… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya: “Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Unn Logon Jaisa Martaba Paa Leta Hai Jo Raaton Ko Ibadat Karte Hai Aur Din Ko Roze Rakhte Hai.” - (Sahih Mustadrak Haakim, 198)…
Jo Hota Hai Acche Ke liye Hota Hai -… https://www.youtube.com/watch?v=f_UYXtJ5TIU&pp=ygVNSm8gSG90YSBIYWkgQWNjaGUgS2UgbGl5ZSBIb3RhIEhhaSDigJMgV2hhdGV2ZXIgSGFwcGVucywgSGFwcGVucyBmb3IgdGhlIEdvb2Q%3D Jo Hota Hai Acche Ke liye Hota Hai Whatever Happens, Happens for the Good Topic Jo Hota Hai Achhe Keliye Hota Hai Topic Ki Ahmiyat Jab Hum Nahi Samajhte Jo Hota Hai Achhe Keliye Hota Hai To? Insan Ki…
Momin Ka Sab se Bhaari Aamal Husn Akhlaq ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai: “Qayamat Ke Din Jab Tarazu Me Amaal Toley Jayenge Tou (Momin Ka) Sab Se Bhari Aamal Husn Akhlaq Hoga.” - (Ibn Haban, 876) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है:…
Sayyidul Istighfar : Allah se Magfirat… "Allahumma Anta Rabbi La Ilaha Illa Anta, Anta Khalaqtani Wa Ana Abduka, Wa Ana 'Ala Ahdika Wa Wa'dika Mastata'tu, A'udhu Bika Min Sharri Ma Sana'tu, Abu'u Laka Bini'matika 'Alaiya, Wa Abu Laka Bidhanbi Faghfirli Innahu La Yaghfiru Adhdhunuba Illa Anta."…
Subah ke sare Azkar me se Meezan par sabse… ✦ Mafhum-e-Hadees: Ummul Momineen Juwairiyah (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) subah ko unke pass se nikle , wo apni Namaz ki jagah me subah ki Namaz Ada kar rahi thi, Aap (ﷺ) wapas chasht ke…
Kabira Gunaah : 4 Sabse Badey Gunah Hadees of the Day Gunah e Kabira : 4 Sabse Badey Gunah Anas (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) se Badey (Kabira) Gunaahon ke Baarey me pucha gaya: Tou Aap (ﷺ) ne farmaya – 1. Allah ke Saath Kisi ko Sharik…
Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasandida… Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasandida Cheez Talaaq hai Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karim (ﷺ) Ne Faramaya, "Saari Halaal Cheezo Me Allah Ta'ala ke Nazdiq Sabse Napasandida Cheez Talaaq (Divorce) Hai." 📕 Sunan Ibn Majah,…
Kaun se Sadqe ka Sawab sabse Zyada hai ? ✦ Hadees: Kaun se Sadqe ka Sawab Zyada Hai ? Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Unhone farmaya, “Ek shakhs Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kehne laga ‘Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! Kaun se Sadqe ka Sawab…