Marhum(Dead) ki taraf se bhi Khairaat diya karo

✦ Mafhum-e-Hadees: Umme Aayesha (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki,
Ek Shakhs Ne Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se pucha ki “Meri Maa ka Achanak Inteqal ho gaya aur mera khayal hai ki agar Unhein Baat karney ka Mouka Milta tou wo kuch na kuch Khairaat karti! agar mai unki taraf se kuch khairat karu tou kya Unhein iska Sawaab milega ?

Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Haan Milega!

Sahih al-Bukhari 1388
– In-book reference: Book 23, Hadith 141
– USC-MSA web (English) reference: Vol. 2, Book 23, Hadith 470

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: