Islamic Quiz 264 : Wo kaunse Nabi hain jinko Allah Subhanahu ne itna ikhtiyar ata farmaya tha ki hawa bhi unke hukm se chalti thi ?

Islamic Quiz 264 : Wo kaunse Nabi hain jinko Allah Subhanahu ne itna ikhtiyar ata farmaya tha ki hawa bhi unke hukm se chalti thi ?

Islamic Quiz 264

Wo kaunse Nabi hain jinko Allah Subhanahu ne itna ikhtiyar ata farmaya tha ki hawa bhi unke hukm se chalti thi ?

Options Are 👇

A. Musa (A.S)

B. Yaqub (A.S)

C. Sulaiman (A.S)

D. Esa (A.S)

Sahih jawab hai : Option ( C )

✅ Sulaiman (A.S)

Allah Taala Quran me farmata hai:

“Aur zor se chalne wali hawa Sulaiman (Alaihi Salam) ke zere farman kar di, jo unke hukm se unke mulk mein chalti thi jismein humne barkat di thi.”

📕 Surah Al-Anbiya 21:81