Maal kaha se kamaya aur kaha kharch kiya? Maal kaha se kamaya aur kaha kharch kiya? Hadees: Abu Barza (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshaad farmaya – ‟Qayamat ke Din insan ke dono qadam uss waqt tak (Hisaab ki Jagah se) nahi hatt sakte, jab…
Al-Quran: Yateemo ko unke maal de diya… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Yateemo ko unke maal de diya karo aur kharab maal ko acche maal se tabdeel na kiya karo." 📕 Quran; Surah Nisa 4:2
Allah se kare door to Taleem bhi Fitna :… Allah se kare Door to Taleem bhi Fitna Allah se kare Door to Taleem bhi Fitna,Imlaq bhi, Aulad bhi Jagir bhi Fitna. Nahaq ke liye Uthey to Shamsheer bhi Fitna,Shamsheer hi kya Nara-e-Taqbeer bhi Fitna. 📕 Dr. Allama Iqbal ✦…
Maal bechte waqt Kasam khane ke nuksan Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo, ki ye Agarchey Maal ko tou Bikwa deti hai,…
Hadith: Maaldari Maal-o-Daulat ki qasrat… Hadith: 23-March: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝ Maaldari Maal-o-Daulat ki qasrat kaa naam nahih hai, balke asal maaldari tou dil ki maaldari hai. ? Ibn Majah; Hadees 4137
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou…
Hadees: Bhali baat sikhana behtar hai… Hadith: 22-March: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟ Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai buri baat sikhane se. 📕 Shoaib Ul Iman 4993
Qayamat ke Din uska Maal Zahreeley Ganje… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ki: "Jisey Allah ne maal diya aur usney uski zakaat ada nahi ki to Qayamat ke din uska Maal nihayat zahreeley Ganjey Saanp ki…
Walidain Ki Laparwahi Aulad Ki Tarbiyat Me .... Ye Sabse Badi Wajah Hai Aaj Quraan Se Doori Ki – Ke Walidain Apni Aulad Ko Quraan Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Koi Dars Nahi Letey ,.. Hala Ke Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Ye Hukm De…